Urdu Questions

Talaaq ke ba'd rujoo kab tak ho sakta he

Q: Mere shohar nay mjhe aik talaq de di hai phone pe... aur wo dubai chalay gay hen mjse koi rabta nahi hai 3 months se ... mera sawal ha k agar mre shohar nay mjhe nikah ma wapis ni liya na mjse raju kiya hai to kya agar wo aik saal bad atay hen aur raju ka kahtay hrn to phr iss soorat main kaise raju kr sktay hen hamm??? Kya conditions honge jab k pahli talaq ho chuki hai 3 months pahle to raju ka kya tareeqa hoga

Biwi shohar ki baat na maane

Q: Agar koi aurat apne shohar ki baat na maane or apni maan maani kare to kiya karna chahye. Agar ek aurat apne maa baap bhai behan ko apne shohar se ziyada ihamiyat de to kiya karna chaye ya iske ke liye koi dua hai taa kae aurat ko sahe raasta dikaya ja sake shohar ke lac samjaete asa kare to kiya karna chaye.

Nal ku paak karna

Q: Agr napaak hath se nal ko choo liya to agar haath me paani bhar ke nal ke upar daalne se nal paak ho jayega ya phir teen baar dhona or qatre tapkna band ho jaye isse dhona parega?