Kufria kalimaat
Q: Mai ne aik gana suna jis main ye jumla tha "sab dhokay hain taqdeeron ke" mai ne ye jumla khud se gaya bhe tha. Plz mujhe batain kia ye kufria kalima hai or kia es se insan islam se kharij ho jata hai.
Q: Mai ne aik gana suna jis main ye jumla tha "sab dhokay hain taqdeeron ke" mai ne ye jumla khud se gaya bhe tha. Plz mujhe batain kia ye kufria kalima hai or kia es se insan islam se kharij ho jata hai.
Q: Mere walid kafi bimar ho gye the unke gale me tikyosmi (nalki) lagi thi wo bol bhi nhi pa rhe the pr darhi se infection ho rha tha to hamne dada se puch kr darhi hatane k liye doctor ko bol diya darhi hatane k 1 month k andr walid ka intekal ho gya to is ka gunah walid ko to nhi hoga?
Q: Mera sawal ye hay ka 1 online earning website hay jo forex trading ka kaam karata hay.....faraz k may nay is may 10$ invest kiya tu wo daily 12% mujhay daita hay aur 25 din tak. Kiya ye sood may ata hay k nahi?
Q: Kya janabat ki halat me baal kaatna ya katwaana jayaz hai jaise ke sar ke naaf ke ya phir ghusul karke baal katna hai.
Q:
1. Haiz k ghusal ma zaire naaf or baghal k bal saaf na karen to kia paki ho jaye gi or namaz ho jati h?
2. Haiz k ghusal ma napak bal saaf karnay ka bad aglay haiz k shru honay se pahly tak jo zaire naaf or baghal ka baal atay hn wo baal saaf na karen to namaz ada ho jaye gi?
Q:
1. Baraaye meherbaani bata dijiye ke hath se neeche kitne inch baazoo ka hisa aur gardan ka or gardan se neeche gale ka hissa or kaan ka kitna hissa nazar aaye to namaaz nahi hoti?
2. Ayk aysi chadar jis me se bohat halka sa jism nazar aye or jism ke rang ki samaj na aye ke nazar aaraha he ya nahi ya bohat halka nazar aye to kya is kapre se namaaz ho jayegi?
Q: Muje istinja ke baare me puchna he, teen ungliyon ko sharamgaah ke uper malna he ya haath me pakar kar.
Q: Mera sawal yay sab hai ki meray waldain ka intikal ho chuka hai un ki zindagi say hi meray bhaiyon nay ghar main wanal macha rakha tha yahab tak kay saray paisay jo papa nay kamai wo sab jhoot bool kay rabah karwa diyay aur sirf aonay doston ko bhara yahan tak kay sadka khairat lainay ki nobat aa gai .meray yay bhai kuch kamatay bhi nahin thay aur hum sab ko daratay dhamkhatay ab un kay intilal kay baad aik ghar bacha hai wo ami kay naam hai meray bhaiyaun nay mery behnon ki shadiyan bhi nahin honay di ghar main gand macha rakha hai aur chacha ko bola to unhoon nay kaha kay yay hamaray khoon main hain is liyay ager yay maray yay nuksan karay to koi baat nahin.police ko batanay ko bola to kaha ghar ka maamla hai.aur ab achanak us main say aik nay chup kay shadi kar li hai aur hamain zor zabardasti us kay saath mila raha hai aur doosray bhai bhi milay hoi hain bara bhai jis nay tabahi machai hai us ko shadi say rooka aaur ab khud shadi ker chuka is sab main mery behnoon ki zindagi aur chootay doka bhaiyon ki zindagi barbaad ho rahi hai mery maa kay intikal ko do saal hoi hain aur do saal say main in ko samjha rahi hoon ab olzmujhay bataiyay kia karoon.bara bhai kuch kamata nahin hai phir bhi ghar kay grd main kabza ker kay reh raga hai aur rabahi macha ra ha hai.aur mujh say chotay nay jis say shadi ki hai wo nafsiati mareez hai aasay main meri bhnain tabah ho raji hai main kia karoon kuch samajh nahin aa raha plz reply
Q: Me sunnat namaaz parh raha hun aur aayat-e-sajda aagayi or mene parhli he ab usi waqt sajda karu jeyse taraweeh me hum imaam ke saat krte he ya poori namaaz parh kar khali sajda karu? Dono soorat batadijiye.
Q: Half aasteen me namaz parhna to makhroo hy ye to maloom hy magar Quran parhna kesa hy?