Gaai ke che shuraka ayk hissa ku Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke lia karna
Q: Mera sawal ye hai ke humare ghar ke 6 hisse hain qurbani k ager hum ak cow karte hain qurbani k leye to ak hissa bach kata hai wo hum kis k naam ka karen Allah k ya rasool pak ka ya kisi family member ka jo ab is dunya main mahi hai barae mehrbani rehnumai farmaden.