Urdu Questions

Qasam towrna

Q: I want to ask, agar koi Qur'an pe hath rakh ke qasam khaye ke main aj ke baad khbhi is chez pe tumhain force nahi karon ga aur bilkul sachey dil se boley ke main Quran ko qasim khata hon ke khbhi main xyz chez per force nahi karon ga or uske kuch din baad he us qasam ko todr dey tow uska Kia kafara ya Gunnah hai?

Zina se tawbah karna

Q: Kal raat me hotel ma kise aur larki ky sath rat guzari pir ma buhut tension me ta kio ke ma ne mangne ki he. Is liya my bhut pareshan ho. Phir ma Allah ko roya ke ay Allah, mujy map parmady. Ayenda ma aisa nahe karongi. Bohut dafa ma ne Allah sa mafi mange laiken my aab tension ma ho ky Allah mujy map kar dyga ka nahe.

ATM se paisa milna

Q: Agar kahin se paisa mil jay ya pada hua mil jay to iska masla kya hoga hamen kya krna hoga rakhlena hoga ya wapus wahin daldena hoga mujko ATM se kuch cash mila hai mujhko kya krna chahiye waha koi shaks mojud nahi tha?

Be asal cheez

Q: Mera sawaal yeh hai ke yeh jo rajab ka mahina chal raha hai is mahina mai suna hai ki jo apna marhoom ka Liya tabarakallazi pad ker apna marhoom ko sawab bheja to unhe bahut sawab pahuchta hai. Mai apna maa ka liya padna chahte hun, per mujhe yeh nahi pta ki tabarakallazi ko padne ka kya tareeka hai matlab kaise pade or is mahina mai kab padi jaye or kis tareeka se tabarakallazi pad ker bakshe. Please mujhe ho sake to ek hi din mai reply ker dijiya kyunki ziyada din nahi reh gaye ha na or chand ki 25 tareek ko mare maa ki saal ki niyaz bhi hai plzz unka liya dua e magfirat kijiyaga or tabarakallazi ka saath alef lam Meem ki surat bhi padni hogi kya or kis tareeka sa pade plzz hume jaldi reply ker dijiyaga or kya tabarakallazi sirf rajab ka mahina mai hi pad ker Baksh sakte hai ya daily bhi pad ker sawab pahuchta sakte hai or kitni baar yeh pad sakte hai aisa to zaruri nahi hai na ki 41 baar hi pada jaye agr ek ya do baar pad ker Baksh de to koi baat to Nahi hogi na plzz detail mai explain kijiyaga.

Kitaabo ke upar zakaat

Q: Aapke pass kitaben hain jinke maliat ayk lakh 80 hazar ha jabke 52.30 tola chandi ki kimat 2 lakh rupe hai apke pass in kitabon ke illwa koi owr jaaidaad nahi. Na kisi ko karza dena na kisi sa lena to kia ap zakat dy skte hain agr han to kitna?