Ghalat khiyaalaat
Q: Mujhe islam ke bary mujhy bohat galt kiyalat ate he or me naamaz to un khiyalat ke saat nahi perh sakta is ke bary me kyay karo?
Q: Mujhe islam ke bary mujhy bohat galt kiyalat ate he or me naamaz to un khiyalat ke saat nahi perh sakta is ke bary me kyay karo?
Q: Peeth ke neeche yani sharamgaah ke neechy ke baal bhi katnay chahiyan ya nahi?
Q: Main bohut paresan hoon ke shayad main Islam se kharij ho chuka hoon or main jahanam main jane wala hoon kyun ki mujhe har waqt asa lagta hai ki mera sharamgah se kuch nikal raha hai or main jab pant check karta hoon to kabi Kabi 1 ya 2 boond kuch milta hai or khabi khabi nehi milta hai or khabi khabi doubt main chala jaa ta hai is waja se mera salat thik se nehi ho pata hai or koi kam bhi nahi kar pata hoon. Aysa lagta hai har chiz mere waja se najis ho raha hai or jab se mujhe pata chala hai hand practice kabira gunha hai Maine he v chor diya hai. Har bar nahana possible nehi hota or kapda v badalna possible nehi ho pata hai. Mujhe asa lagta hai ki Allah mujse bouhout naraj hai. Please mera help kijiye...
Q: Mera ek bahut bada problem hai ke mujhe peshab ki jaga se dhat jaise nikal ta hi rehta hai peshab karne k baad bhi aur peshab na karne k phele bhi mein hamesha paanch waqat ki naamaz ka paband hoon meri ahe takleef kaise hal karoon jab bhi apni peshab ki jaga dekh ta hoon tar jasi dhat nikal kar rehti hai mujhe naamaz ke padh ne k liye meine ek tarkeeb bani hai k jab bhi peshab karne k baad apni peshab gha ki nook par ek insulation tape jo electric wire ko joint karne k baad laga te hai woh thodi cut kar k usme thodi cotten ki royee laga leta hoon ta k kapra par aur bahar na nikal paye aise is liye karta hoon k meri naamaz khaza na hojaye aur naapaki hone bachoon kya aisa karna jayez hai?
Q: Aap se maloom kerna hye ke Islam ma taweezaat wagera haraam hye in ko Pehanaa sahy nahi hay. Agar kisi shakh ki tabyat kharaab ho k wo serious bemar ho or us pe kuch asraat ka muamala ho to wo na chahtey howay bhi Haqeem ke kehnay p un k deye gye taweez ko pehnay or hakeem sab ussy na utarnay ki talqeen kry k issy pehna zaroori hye. Werna asraat gheer len gey or jayegy ni phir. Hakeem sab mery sath ye muamla hye app bataye k amulet pehna sahy ni but easy Surat ma kia kya jaye koi or tareeqa ni huta k humay taweezat na leny parhye .. Hakeem says agar koi banda ziada bimaar ho or koi surat ilaj ki na ho jesy Asraat wagehra k muamlay ma. Hakeem sab says k ye kai kai jayeez hu jatty Hy?
Q: Aap sa aik question hey key ke ksi auto walay k kuch raqam jo k uss k klehnay p k mery pas exchange ni hy paisay ka to app muje sham ma jahan sa app aaty ho ma roz wahy hotta ho auto ma kharra ap wahan de dye ga agly din sham ma wo auto wala ni hutta iss trah kuch months guzar gye but wo auto wala ni kharra dekhta na after noon ma ... ab humara b us area sa guzar ni hutta hay but uss auto walay k kuch paisay jo ussy denay thy wo ni de sakay ... na hy ussy ksi tareqay talsah kia ja skta kionky koi contact b ni ab app btaye k uss ka raqam jo ussy deny thy wo kesy dye jaye ... k uss ko deye baghair hye uss ki raqam adaa ho jaye jesy uss k eawazz koi sadqa ya kafara k surat ma adda ho jye uss k raqam.
Q: Mera sawal hai ke agar koi Muslim kisi non-muslim ko namaste kehta hai ya uske namaste kya jawaab deta hai to ye kaisa hai. Aur doosra sawaal ye hai ki agar koi Muslim student kisi teacher ke Pair chhoota hai to ye kaisa hai.
Q: Fajr ki azaan ke bad khwaab daki me ne ke ayk tamater mry hath ma hn r tamater ki tandi ni ha uski jaga halka sa khawab (black) ha dakny ma fresh lag raha ta. Scene chang hota ha mery gr ka purana bathroom ata ha samny r us ma ik daram ta vo b purana ta (us ma hm pani bharty ty)uska ka cover ni ta r ma usky opper rakh kr black vali jaga sy katta r soucha k itna hissa utar dati hn baki handia ma dal lo gi..usko jb ma ny katta to byshumar kaly kirry nikly byshumar r kuch kuch un ma sy skyblue coluer k b ty un ka size choty chokroch jasa ta. Itna sary kiry dakh k ma gabra gi r asa laga mujy jasy kuch mo ma chaly gy but gy ni ty r ma vomit ki tarhn sink ma gala saff krny lag gi. Aj shuba ma ny ya khwab daki ha r ma boht pareshan hn. Plz ap mujy iski taber bata de.
Q: Khwaab me paisay jaltay dekhne ki tabeer or khwaab me bahir ke mulk se bhai ko atay dekhny ki tabeer.
Q: Mera khawab me mei kese ko apna dodh pela rahi ho mujha baccha nahi hai bahut khawish tho hai aulad ke. Please iska jawab jald de.