Urdu Questions

Qardhe lene me ihtiyaat baratna

Q: Mera aapsay aik sawal he ke me ne puchna tha udhar ka baray ma jaisay ka kuch udhar aam tor pa hum bhol jatay haan ar lain dain ma itna masroof ho jatay haan ka kisi ka dayna walay paisay kafi arsa pehle jo hum log bhol jatay haan. Is ke baray ma kya ho sakta he? Aur aagr kafi talash ke bawajood wo ya uska lawaikeen nai milte to is surat ma kya ho sakta jaisa ka udhar ka baray ma ha ka insan jab tk udhar nai day ga uska nama amal agay nahin chal pay ga qabar ma.

Rowzana ghar me ta'leem karna

Q: Mere room me nahali bichi huvi jis par my roz soti hun to khawab me my ne a dekah ke o nahali means bed par ful miti ke colour ka pani aga hai o doob raha hai bed os k sat mere zevar b udhar hi mujhe fiqeer lagi hai k o zevar b doob na jaye aur aur my koshish kar rahi hun k bachalo magar pani full gaya my kabrat me sochti hun a pani kahan se aya jo doba jarah hai etne my apne mal ki hifazat karti hun pani bhut ajata hai bed pani se ful hojata aur jaise my bahar kar dekti hun to ful barish toofan pani behja raha hai my kisi window pakadh k kardhi hogayi aur sockhti hun kaise a sab hogayana tabhi meri ank khul gai to please iss khawb ki tabir batayega.

Khwaab me saamp dekhna

Q: Mai khwaab mai saamp dekh raha hu do din sy. Aik din patla saamp hai 2 feet lamba us ny meri tang py kata b hai or aik din bht barda sanp daikha hai jo pechy parda hai kya ap daikg sakty hain k mujy py jadu ya nazar ty nahe.

Zee rooh cheezo ki tasweer

Q: Me ne dream dheka ke jammat kari ho rahi ti aur me ne namaaz pari aur phir jab nikala tu muje ek insaan mila kheta ma Hazrat Muhammad  (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki picture khanchi camera sa. Me na kha yar muje dehko ma na bi dehkana. Phir ma na kha kae muje ek Hazrat Muhammad  (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki picture nikal kar doa us na kha acha phr ma na dehka ek apple jo kisi na khaya howa ta metlab ka bas jesay ma apple ko eat kartay hai aur bas khali raha jatay hai edar sa esa tara aur muje esa feel how ka koi Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) sa taluq raki cheez.

Love marriage

Q: Meray parents ne meri mangni meray chacho ki beti se karae hai jo bht achi hai lakan mujy wo pasand nahe, me love marriage karna chata hoon lakin koi meri baat nae manta. Mera dil hr waqt khafa tense rehta hai zindagi sy dil bhar gaya hai, har time khafa koi choti b baat kr day koi tou gussa a jata hai meray mn bardast ki haad khatam ho gaye hai. Aap koi dawa batain jis sy mera dil khush rahay and jo mn chata hoon wo hoo n ya jo Allah ko manzoor hai os mn mera dil motmain ho jaye. Aap k jawab ka talab gar.