Urdu Questions

Khwaab ki ta'beer

Q: Meri shaadi ku teen months huye hain. Meri wife pergnent he. Us ku khwaab aya ke ayk baccha us ki goud me ha or meri wife ko keh raha he ke tumhray yahaan 3 betiyan 1 beta ho ga. Is ki kya tabeer he?

False allegations

Q:

1. Allah jhoot bol sakta hai (fataawa rashidia,p.19, v.1)

2. Allah ko pehlay se ilm nahin hota kay banday kya karain gay, jab banday kartay hain to Allah ko ilm hota hai ( tafseer balaghatulhairan, p.157 & 158)

3. shaitan aur mulkulmaut ka ilm Hazoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) say zyada hai ( braheen qatia, p.51 )

4. Allah ke nabi (Sallallahu Alayhi Wasallam) ko apnay injaam or deevar ke peechay ka bhi ilm nahin ( braheen qatia, p.51)

5. Hazoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ko Allah nay jaisa or jitna ilm ghaib ata farmaya hai, waisa ilm janwaron, paglon or bachon ko bhi haasil hai.(hifzul iman, p.7 )

6. Hazoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke alawa bhi deegar buzurgon ko rahmatul lilaalmin keh saktay hain (fataawa rashidia, p.12, v.2 )

7. Nabi (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki taazim sirf baray bhai ki si karni chahiyay (taqwiyatul iman, p.58)

8. Hazoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) mar kar mitti main mil gai (taqwiyatul iman, p.59)

9. Nabi ko taaghoot (shaitan) bolna jaiz hai (tafseer balaghatul hairan, p.43)

10. ummati bazahir amal main nabi say barh jata hai (tahzeerunnas, p.5 11) deobandi molvion nay Hazoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ko pulsirat say girnay say bacha liya.(balaghatul hairan, p.8).

I heard many barelwis saying that deobandis are kafir due to these beleifs, Is this true? Do the deobandi ulama have these beliefs? Please reply.

Bebunyaad khiyaalaat

Q: Mujhey beta hua. Teen din pehlay raat 2:30unno bht badri shik markay roye thabi unkay upar bat (parinda) gaya aur thodri der kay baad woh parinda fan sey cut kat maar gaya woh matay. Mera beta rona band kardiye kya humdono par jaado karrai ya kuch aur hy ya nazer hui?

Khwaab ki ta'beer

Q: Ma ney aaj Monday waley din subha 6 bujey key kareeb khuwab dekha key mai Ameer E Ahle Sunnat dawat-e-islami key pass baitha hoo aur mere haath mai Qurran Pak hai. Phir Mawlana sb mujey Quran Pak parney ko Kehtey hai aur ashara kartey hai kai yaha sey parho magar mujey sahi tarha words dekhai nehi dai rahey to mai kahi aur sey parney lagta hoo magar wo bi kuch ghalt par jata hoo to wo uth kar kahi jatey hai aur kehtey hai tumey to kuch nehi ata. Hmmm. Phir mai un ka wait karta hoo aur Quran Pak ki wo ayyat doondta hoo jo mai un ko asaani sey sehi sehi suna sakoo. Phir meri ankh khul jati hai. Please is ka matlab bata dai. Mai bohat preshan sa huwa hoo yeh dekh kar.