Rasulullah (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki wafaat
Q: Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki wafaat kis date ko hui? Koun sa Islamic month tha aur koun si islamic date the?
Q: Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki wafaat kis date ko hui? Koun sa Islamic month tha aur koun si islamic date the?
Q: Kia sirf sabz imama pehnana/bandhna theek hay?
Q: Kia hazrat muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) noor thay ya bashar?
Q: Mein ne diploma kiya hai mechanical engineering mein aur career decision nahi le paa rahaa hun ki aage kaun si field mein jaoon jisme takarkki ho Mere zeheen mein 3 field hai Degree mechanical engineering ya Marine engineering ya Deck cadets ya piping engineering Ab tak study mein kaafi takkalif aaye hai bus Allah ka sahaara hai Pls aap bataa sakte hay ki kaunse field mein jaun.
Q: Mene khuwab me dekha meri ek cusin jis ki death ko 8 months ho chuke hen wo lerki bachpan se thallasemia ki patient the bht achi the mujhe nahi yad k uski waja se kabhi kisi ki dil azari hue hogi mene dekha k wo cosin mujhe kah rahi he saima baji ap k liye tuhfa laye hon n ek pathar achanak se mere pas aa ke girta hay. Thalesemia ke patients blood nahi bana sakte jis ki waja se unka complexion kala siyah ho jata hay lekin wo cusin us waqt bht ziyada haseen lag rahi the me apne sath apni ami ko dekhti hon ke wo mere sath hen n pathar jese girta hay ami n me ek dosre ko dekhte hen n younhi meri ankh khul jati he. Ankh khulte jab mene time dekha to sobah ke 4 baj rahe the me bht confuse hon is khuwab ko le ke baraye maherbani mujhe is ki tabeer bata den.
Q: My husband is angry with me or mujh mere husband ami ke yaha chor gayae. Wo kab aegy or mere husband kabhi alg ghar lengy?
Q: Muje yeh question karna tha ke black magic ka tor sirf black magic se mumkin hai? Owr agr kale jadu ka tor kale jadu se karen to kya yeh gunah hoga? Or muwakkal se kaam krwana gunnah hai?
Q: Maulana gi mera dost ne dream dehka ka ma Musjid ma betha howa hoo aur bouth pershan hoo.
Q: Main ayk khwab 3, 4 ya shayed iss se ziyada bar dekh chuka hu ke meray maut ke upper valay dant meray nechay valay teeth me phans jatay hain aur muje mun khulne me bari diqat hoti he bht zor laga ke dant aur mun kholna parta hai. Aur last time valay khwab me mera ayk upper vala jo nokela dant hota he toot gya aur ye yaad nahi ke right side wala he ya left. Kindly iss ki koi tabeer he ya kisi tarf ishara he to btaen.
Q: Kuch Moulana Hazaraat kehte he ke qaza namaze parhna zaroori nahi he. Sachi tauba kar le to Allah maaf kar denge. Kya yeh theek he?