Urdu Questions

Tasweer

Q: Koun se tasweer haram hay jo tasweer koi musawar banata hay jaisay Painting waghera ya aj kal jo tasweerein camera se banai jati hain yeh bhe Haram hain, kia yeh tasweerein jo hum camera se kisi insan ki banate hain kia yeh bhe haram hain?

Milaad

Q: Kia eid milad un nabi manana kisi hadith se sabit hay ya yeh sunnat hay ya kisi sahabi se yeh amal sabit hay ya hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) ne kabi eid Milad un nabi manai ho?

Wudhu ke ba'd masnoon dua

Q: Wudu aur namaz ke baad bohat saray zikar bayan kiye jate hain aur un ki bohat fazilat batai jati hay alag alag kitaabo me, kia humein wo zikar karne chahiye? Aur agar wo zikar sahih hadith mein na ho to kia wo bidat hounge, aur bidat ki sahih tareef bhe bata dein?