Daai paaw ku khara karna namaaz me
Q: Agar koi aadmi tashhud (qa'da) mee apna daya paaw khara kar ke nahi beth sakta to us ke liye kya hukam he?
Q: Agar koi aadmi tashhud (qa'da) mee apna daya paaw khara kar ke nahi beth sakta to us ke liye kya hukam he?
Q: Agar kisi insan ki das, baara saal ki qaza namaze baaqi ho to kya wo jo nafil parhta he wo qabool nahi hoti? Aisa agar koi aadmi abi namaz parhta he to kya us ke zuhr, maghrib aur esha ke nafil qabool nahi ho rahi he?
Q: Meri girl baby paida hui hai, jiska date of birth 10/10/2014 (11.17 AM) hai. Iski ammi ka name Nazima Begum hai. Is bachchi ka kya name rakha jaye? Hamlogo ne alsaima naaz dicide kiya hai kya yeh sahi hai?
Q: Meine khwaab mein 2 janaze dekhy. Saath hi saath kisi hindu ki arthi bhi jaty huye dekhi. Aur mein in janazon ke darmiyan se raasta paar kar rhi hoon. Meherbani farma ke is ka matlab bataye.
Q: Meri Bhai py buht Qarz hy koi kam dhnda ni bahar ka bhi apni liy kam krna chata hy likn Allah ka hukm ni Pak main b koi kam ni. Please mujhe koi aisa Wazifa batin jis sy usky rasty khul jain.
Q: Main ne UK ka case jama kia hy mujhe koi aisa wazifa batin ke mira viza lag jay.
Q: Mere behnoi saheb ki ek relative hai Jo unko boht azeez hai. Mere behnoi sahab ka dil saaf hai magar us ladki ka nhi. Wo meri behen ki zindagi me pareshani daalne ki koshish karti hai. Insab ki wajah se meri behen ki zindagi me bohot pareshani hai. Koi aisi dua ya wazeefa bataiye jisse wo ladki mere behnoi sahab ka peecha chor de. Aapki bari meherbaani hogi. Allah Hafiz.
Q: Kabi kabi jab koi insan hansta hay to ankh se jo pani aa jata hay kia us se wuzu toot jata hay?
Q: Mera sawaal ye hai key mubaasharat ka asal tariqa kya hai? Full detail key saat hona hai.
Q: Ahle hadees ka zuhar aur asar ka waqt hanafi se tees mint pehle ho jata he to kya koi hanafi us waqt namaz parh sakta he jab ahl-e-hadees ke azaan ho jaye to? Jaise ab ahle hadees ke zuhr ke azan 12:30 par ho jati he to kya koi hanafi 12:30 zuhr ki namaaz ada kar sakta he?