Roti akhbaar me lapetna
Q: Mera aap se ye sawal ha k hum bazar se tandoor se roti laty hain wo hamko akhbaar me roti lapet kar deta ha aksar akhbaar me Allah ka nam qurani ayat ka tarjuma hadith or islamic bat hoti ha. Kia ye jaiz he or is akhbaar ka ham kia karen kia isko ham jala sakty hain ya is akhbaar ka kia kiya jaye behter hal batain?