Q: Main ne shadi ke liye istikhra kia tha.
1 khwab.. main ne dhekha k main ayk shop me jati hon wahn yellow colour ka jota bohot pasnd ata hai lekin mai dhekhti hon to bhot chota hota hai aur kehti hon ye to nai aye ga..magar jab pehanti hon to poora aur bilkul sahi ata hai.
2 khwab.. main ne apny ap ko aur us ko kabbah mubrik me bhetha dhekha aur dhekha k shadi ho gyi hai aur 1 bucha bhi tha.
3 khwab..dhekha ke ayk bus me safr kr rhi hon aur bi rishty dar sath hain sub utr jaty main last meinhoti hon aur meri 1 joti gum ho jati hai tu mamo mujy phr wo jooti dhoond kr dety hain.
4 khwab...dhekha k samndur mein hon aur mera dupataa suamdr me gir jata hai aur main khwab mein souchti hon k ab kaha mily ga itna bara samndur hai magr phr achank mery pao me aa jata hai.....
main ap ko bata don jis larky k liye kia istikhra wahn hamry khandani jhagry hain aur koi nai mantaa..khas tor par larky k ghr waly. Aap plz batye mujy in khwabo ki taabeer