Nikaah me larki ki ijaazat
Q: Kiya nikaah ke waqt larki qabool ki jaga ijazat he bol sakti he agar is se pocha he yun jaye ke aap ki ijazat he? Is se nikaah pe to koyi farq nahi parhta?
Q: Kiya nikaah ke waqt larki qabool ki jaga ijazat he bol sakti he agar is se pocha he yun jaye ke aap ki ijazat he? Is se nikaah pe to koyi farq nahi parhta?
Q: Aik jhagre me me ne talaaq ka mutalaba kiya ke aap mujhe 3 lafz bol ke talaaq de de. Is ke jawaab me mere shohar mujhe kehne wale the ke me tumhe talaaq nahi de sakta lekin jaise hi unho ne kaha "ma tumhe talaaq" me ne un ke mu pe zor se haath rakh ke mu band kar diya lekin unho ne mera haath hata kar apna jumla pora kiya ke "nahi de sakta" to kiya koi talaq hui mera un ke mu par haath rakh ke sentence rokne se?
Q: Meri shadi zabardasti karwai gai he. Me is shaadi se khush nahi hu aur is ko khatam karna chahti hu. Phir ghar wale itni aasani se nahi manenge. Me ghalti par hu ya nahi?
Q: Mujh se kisi ne pocha he ke kon si hadeedh main likha he ke khana right hand se aur pani beth ke aur teen saanso me peena chahiye. Kiya doosra hath aap ka apna nahi hota.
Q: Saas aur susar ko maa baap bol sakte he kiya?
س: سنّت طریقہ کے مطابق کیا روٹی کھانے کے وقت چار ٹکڑے کر کے کھانا چاہیے
Q: Agar biwi kisi gair mard se cal pe baat karey or pakri jaey to husband ko kia krna chahiye? Or husband ko ye bhi shak ho ke us ki biwi ke pta nahi kis had tk taaluk hon gey?
Q: Ayk moqe per me ne apne shohar se kaha aap mujhe chor den or wo teen alfaaz bol de to mere shohar ne kaha ke me nahi bolta tum bol do tumhare bolne se bhi ho jaye gi to kia talaq ka haq mujhe permenently tafweez ho gaya ya temporary? Ya sirf us place tak he jaise he place change hui right bhi loose ho gaya?
Q: Kya me apni waalida ko iddat ke doraan bank me account khulwaane ke liye le ja sakta hu qu ke abhu ki pension un ke naam par transfer ho gi. Us ke liye un ka account hona laazmi he.
Q: Kya chacha ki beti se shaadi kar saktey he?