Phupheri bahen/bhai ki beti se shadi karna
Q: Kya mai apne phupheri bahen/bhai ki beti se shadi kar sakta hu?
Q: Kya mai apne phupheri bahen/bhai ki beti se shadi kar sakta hu?
س: میں ایک سکیورٹی کمپنی میں نوکری کرتا ہوں مجھے سوال یہ پوچھنا ہے مجھے رات کی ڈیوٹی بھی کرنی ہوتی ہے اگر میں رات کو1یا2 گھنٹے سو جاتا ہوں تو کیا میری تنخواہ حرام ہو جائےگی
Q: Ek mas'ala pocchna tha ki koi gair muslim apni dukaan pr koi samaan Rs. 100 me deta hai aur wahi pr ek muslim Rs105 me deta hai to samaan kisse lena chahiye
س: نکاح کے بعد اگر طلاق دی گئ اس کے بعد عدت ضرری ھے نا نہیں
Q: Kia kisi hadees mai bad tameez biwi ko talaq dene ka hukum hai? I heard ke us mard ki dua qubool nahi hoti jis ki biwi badzuban ho aur vo ussay talaq na de. Is it true?
Kin aurton ko talaq dene ka hukum hai?
س: میں ایک بیوہ عورت سے کچھ عرصے سے واٹس ایپ پر رابطے میں ہوں۔ وہ ہماری ہمسائی ہے ۔ ان کی کفالت ان کے ایک کزن کر رہے ہیں۔ میرا ان سے نکاح کا ارادہ بنا ہے۔ اور ان کی کفالت کا ذمہ بھی خود لینے کا فیصلہ کیا ہے۔ ان کے غم و خوشی میں شریک ہوتا ہوں۔ نکاح کی نیت سے کفالت کا ذمہ اٹھایا ہے۔ اس میں اجر ضائع تو نہیں ہوگا؟ اگر وہ نکاح کے لیے تیار نہ بھی ہوئیں تو ان کی کفالت جاری
Q: Maine meri biwi ko chat per aur call pe ek baar talaq word istemal kiya hai gusse me kya aise boldene se hamara rishta khatam hojayega? Mujhe usey talaq dedene ki niyyat ni thi per gusse me kuch past ki chizo se maine wo kehdiya. Ab mujhe kya krna chahiye rishta halal rakhne keliye.
Q: Wakeel bananay ka tarika kya ha? Matlab agr Kisi ko kisi kam ki wakalat deni ha to us ka kya tarika ha? Kin alfaz sy wakalat hoti ha?
Q: Meri husband ney apney pehli biwi ko phone per aik talaq dee phir next day 2 talaqain dain woh apney maa baap key ghar chali gai 6 din baad ussey wapis layee ayee key molvie ney fatwa dia hai talaq gussay main kahi thee is layee talaq nahi hoi aur ab 3 months ho gai hai mere husband ka uskey sath koi physical relationship nahi hai aisee main kia talaq ho gai hai ya nahi?
Q: Meri mrs c section hwa 3 month phly ab 3 month bad again pregnant ho gai han. Doctor kehty han complication han c section ka bad aur stiches ma b pain ha. Ab abortion karna na jaiz ho ga ku ka nh krty tu kal kch b ho sakta ha 3-4 doctors se mashwara b kia ha.