Kufriya kalimah kehne se imaan aur nikaah ki tajdeed karna
Q: Husband and wife ke darmiyan takrar ke doran, bivi keh de ke "Allah se ghalti ho gai ha aapko beti de di ha, aap ko deni hi nahi chahiye thi". Ye kehny sy nikah par koi asar parta ha?
Albata bivi ne iss julmy par tauba kar li ha or ainda aise na kahne ka irada bhi kar liya ha.