Boxing karna
Q: Boxing karna galat hai? Ek boxing player banna chahta hu.
Q: Boxing karna galat hai? Ek boxing player banna chahta hu.
Q: Agar kinaya alfaz se talaaq di gae to kia dosra nikkah ker sakty hen?
Q: Humare shahr ma aik idaara hai jo job dhond kar deta hai berozgaaro ko. jb job mil jati hai to jitni salary ho gi us hisaab sy fees bhi leta hai. kya hum us idaaray sy contact kar skty hain job ky liye? kya ye rishwat wala mamlaa to nae?
Q: Please btaye k qurbani ka nisab kya hy. 52 tola chandi ya 7.5 tola Chandi ya is k braber . Sir braber k mutaliq btaye ga k chandi=38000 k braber nisab ya sony=3.5 lakh k braber . apni mutafriq amount jo sony+chandi+naqad amount = ??????? In sab ko jma kr k 38000 pr qurbani kren ya 3.5 lakh pr .
Q: Kisi sharab pi hoi larki ko bosa dene se banda napaak ho jata hai?
Q: Dua ganjul arsh ki fazilat kya hai?
Q: Agar kisi na Allah sa wada kia hua ho to kiya Allah Ta'ala sa kia hua wada kafarah ada kar k wapis lia ja sakta ha ya nhi?
Q: Recently mere husband ne mujhe 1 divorce di hai or mai 4months pregnant houn ab meri iddat kitni hai?
Q: Main saheb-e-nisab hon or meri zakat mere husband ada karte hain or main job nahin karti to kia hamain ek qurbani karni ho gi ya alag?
Q: Sunnat-e-muakkadah yani zuhr ki chaar sunnat me do rakaat ke baad jab qadah karte he to sirf attahiyyaat parhte he! Lekin mere kuch saathi kehte he sunnat-e-ghair muakkadah yani esha ya asr ki chaar sunnat me do rakaat ke darmiyaan me attahiyyaat ke saath durood shareef bhi parhenge kya? Is ki wazaahat karde.