Urdu Questions

Wazifa parhne ki ijaazat

Q: "Ya Ghaniyyu,  Ya Mughni, Ya Lateefu" yeh wazifa mere sisters pad sakty hai apne marzi ke shadi ke liye permission dejiye please iss wazifa ke liye ki apni marzi ki shadi ho aur koi museebat afaat rokawat familys me kesi me bhi na ho

Waada ka torna

Q: Mera swal ha k mana Allah pak sa wada kya k ma ya kam nai karo ga lekin mana phir wo kam kar deya or ab muja ya kheyal a raha ha k mana ya wada keya tha k agar mana ya kam dobara keya tu islam sa kharij ho jao ga ya muja kheyal a raha ha or muja ya pata nai k mana ya be kaha tha k nai.agar tu kaha hoa tu is ka kaffara kasa pora karu or kya sachi tauba kar ka dobara kalma paru muja ap bataya agar asi bat ka waham ho jai tu kalma par k tauba qabool ho jati ha

Kisi ke baare me jhooty baat sunne ke bad qasam khaana

Q: Mujhy aap se pochna hai ke meri behan ne meri dost ko mery bary mein jhooti kahani suna kar usy us k maa baap ki kasam di k wo mujh se contact khatm kar de. Jub meri dost ne mujhy baat sunai to pata chala ke behan ne sab jhoot bola tha. Ab sawaal yeh hai ke jhooti kahani sun ke jo meri dost be kasam khai kya wo kasam such jan ne k baad bhi rahygi ya ya such jan ny per khatam hojaygi..please meri madad krien..mein buhat pareshan hun.Allah apko jazaye khair dy...