Biwi ki maut par un ki chehra dekhna
Q: Ager husband sai pailay wife ki death ho jai to kia husband apni wife ka chehra ni dhak sakta?
Q: Ager husband sai pailay wife ki death ho jai to kia husband apni wife ka chehra ni dhak sakta?
Q: Mera sawal ye hai k ek din mai facebook use kr rahe thi us mai ek actor ki picture ai mainay apnay husbend se bola yeh kon hy tou mere husbend ko us actor ka naam nh pata lekin drama ka ek dialogues bola "mai tenu talaq dena" un k mind mai woh actor actress thay mai bhi pass baithi tou is dialogues se hamaray nikah pr asr tou nh para hoga na?
Q: Khutba kise kehte hai uske lagvi maani kya jo ke usme sahaba ka ashra o mubashra ka naam lete hai.
Q: Agr ak shohar BV ko kharcha na day talak b na day rakhy b na to khula py b time lagta wo hazir nai ho to... Sharee hukam kya ha orat k liye...
Q: Agr koi shaks aisa ho jiska qarobar ni chalta ho wo bht br try kry mgr he br ni chaly isly wo phr kahen or job dykhy or wahan us sy rishwat mangi jai or wo majboori me dy dy to wo insan us job sy jo kamaye ga paisa wo halal hoga ya haram?
Q: Kya youtube se paise kamana haram hai ya halal?
Q: "Imaan" kaise strong banta hai aur kia karne se hasil hota hai?
Q: Ma aik do din sa bara parashan ho payoneer aik online bank ha online work ka paisa is ma log transfer kar k mangvata ha mana jab account banan tha tu muja waham ho gya k is ki term of service ma koi galat bat na ho jo accept ho jai mana term of service ko dekha bi lekin phir bi shak raha term of service english ma thi jaha tak ho saka mana un ko para lekin muja koi asi bat nazar nai ayi jis ka muja waham tha mera causin na wo account apna nam pa banaya lekin muj ab ya kheyal a raha ha k muja is bat ka shak tu th ya waham tha mana usa kyu kaha k tum account banao agar us ma koi galat bat nikal ayi ya unho na apni term of service change kar di bad ma koi galat bat dal di muja ya kheyal a raha ha k mana us ko ya kyu nai bataya k muja is bat pa shak ho raha ha k mana us ko roka kyu nai hum na is account ko istemal nai karta kya us ko ma kaho k muja asa lag raha ha k mera sa koi galti ho gai ha kya us ko ya bat batao ya sirf ma hud Allah pak sa tauba karo us ko mana ya kaha h k yar account delete kar da ga hum istemal tu karta nai is bat ka pata nai k us ma kya term of service ha .
Q: Kya dargaah ki ziyarat karna shirk hai?
Q: Me na 12th exam me cheating ki or college me cheating nahi ki to nokri lagi uska paisa jayez ha ya nahi?