Khwaab ki ta'beer
Q: Muje ek khwab ki tabeer chahie thi. Maine kuch din pehle namaz istikhara padi thi tou raat main mai ne khwab mai dekha ki muje mehandi laga rahe thy donu haathu p or jis k saath mai shaadi karna chahti hun wo saamne tha mere. Muje please jaan na tha ye khwab sahi hai ki ghalat. Mai bohat pareshaani se abhi guzar rahi hun tbi namaz istikhara padi thi. Ab khwaab ka kuch maloom nai muje. Meharbaani kar ke help kijiye. Shukria