Maut Mu'min ke lia ayk tuhfa he
Q: Mere nana ka inteqal hogaya hain aap unkay liye dua farmayeh , jab se unka inteqal hua hain main unki yaad main mujhe neend nahi arahin hain, main 5 waqt ki namaz zikar sab kar rahan hun, phir bhi mujhe taklif ho rahin hain, aisa koi waseefah batayeh jisey main yeh ghum se nikal sakun.