Qur'an par haat rakh kar qasam khaan
Q: Mene qasam Quran utha kar khai thi k cigret nahi piyunga or me qasam par qayam nahi reh paya ab mera kya hoga?
Q: Mene qasam Quran utha kar khai thi k cigret nahi piyunga or me qasam par qayam nahi reh paya ab mera kya hoga?
Q: Aaj raat meri maan ne ek khawab dekha jismein unhonein do alag qism ke saanp dekhe ek chota saanp ( jiski rangat laal thi aur chaura tha aur uske pair bhi the). Dosra saanp jo pahele se thora sa bara tha aur aam saanpo jaisa tha dono mere ghar mein dakhil hona chahatein hain par meri Maan jab mujhe aawaaz deti hai to bhag jate hain. Pahele saanp ki lambayi do balisht hai aur dosre ki haath ki kohniyon jitni.
Q: Mai bhut pareshn hu. 2014 December ko mera ladka hua usi dauran mere shauhar or meri sagi ma ke bich najaiz jismani taluqat shuru ho gye. Ye silsila aajtak hai. Maine apne showhar ku bohot samjhaya ki ye galat phir wo sudharne par tayyaar nahi. Kya mai apne shauhar ke nikaah me hu?
Q: Hamary gaon may ek larki ka nikah huwa tha. Uski age one month thi ab wo larki near 23 year hogai hy or ab wo larki us nikah ko nahi manti jo usk walden nay parhaya tha bachpan may. Ab jis larky ke sath nikaah huwa tha wo usko nahi chorta or larki us nikah ko qabool nahi karti. Ab larki court may jay ya wo nikkah shariat may jaiz nahi he or court wali talaaq shariat may jaiz he ya nahi?
Q: Mai din me soya tha, to ek khwab dikha ke ghar andar darwaje k paas koi uncha sa kaale kapde pahenkar khada hai. Mai darr gaya. Aisa laga wo mujhe lene aaya hai. Mai chilla raha tha but koi meri awaz nahi sun raha tha. Please is khwaab ki tabir ho to bataye?
Q: Me ne khwab me apny cousin ku mara hua dekha. Me us k qabar pe bohot rooi or us ne qabar se nikal kar mujhy tasalli di or chup karaya.
Q: Sureen me sex karny se gunha hai ab mujhy ptaha chala hai. Ab kiya karon our pehcy nahi karta tu sukon nahi milta. Ab kiya karon guna hai. Ab kio rasta batwo.
Q: Meri khala ki beti ha us ne meri ami ka dod peya howa ha ak bar. Kia us sy mera nikkah hu sakta ha?
Q: Mere khwaab may ek mungis mujh ko katarna chari thi. May ni tab hi mere nindh bedhar hogai iska matlab kya hai?
Q: Apne seene par baal dekhna owr khwaab me quran ki qasam khana.