Khwaab ki ta'beer
Q: Mujhe apnay shawhar (husband) nai khaab mai sharaab (wine) pelayaa aur mai mudhoish ho geyee.
Q: Mujhe apnay shawhar (husband) nai khaab mai sharaab (wine) pelayaa aur mai mudhoish ho geyee.
Q: meri waif ko khwaab me nazar aya ke wo gatar me gir jate he or us par gatar ki gandagi lag jate he pore jesam pae jnab se guzarish he mujhe es ka hal batan pls urdu me.
Q: Me aksar khuwab me daikhti hun ke meri shadi ho ri hai shadi ka mahool ni hota mgr me taiyar hoti hn and second ye ke meri mumani ka intiqal ho gya hai 10 din huwe hain wo sirf mere he khuwab m q aati hai apne bachon k khuwab m ni aati ek bar wo i unhn ne kaha k mje ek bar qabar m dala fr nikal fr dala mje buhat takleef hoe fr m guzarti hn to unko mera paon unke angothe m lgta hai m bht mafi mangti hn to mje kehti hain koe bat ni beta r tu durood shareef q ni parhti plz mje en dono ka jawab de den.
Q: Mein bhot time se ek jaisa he khawab dhekri hoon lekin alag alag surat e haal hoti hey mein apne shohar ko phone mila rae hoon lekin mere hath se number nahi mil raha hota ager mil jae phone toh mein unko bula rae hoti hoon or woh mana kar deyte hein anay se. Bhot mahino se ek jaisa khawab dhek dhek ke mujey bhot pareshani honey lagi hey. Please meray khwab ki tabeer batain.
Q:
1. Agar kisi shaks ki asar ki namaz qaza ho gayi, aur jab use waqt mila to us ne dekha ke ab maghrib ka waqt bhi thora reh gaya he agar asar ki qaza pehle parhonga to maghrib ka waqt khatam ho jayega to isi soorat me pehle wo asar ki qaza parhe ya maghrib ki namaaz parhe?
2. Agar ayk namaaz qaza ho gayi aur ab doosri ka waqt ho to pehle wo namaaz parheinge jis ka waqt ho ga ya pehle wo namaaz parheinge jo qaza ho gayi he?
Q: Me is baat se bohot pareshaan rehta hu key meri lungi, shalwaar par paani jaisi najasat lag kar sook jane ke bad os kapre ko phen kar ghusal karne ke waqt kapre me napaaki nazar nahi athi hai, our aisi halat me to poore kapra dhowna behtar hai, (owr poore kapre ko dhone ke liye kapre ko badan se otharna parega tabhi poore kapre ku dhowna mumkin hoga.) Lakin mey jaha rehta hu waha par ghusal khaana nahi he jiski wajah se me poore kapre ko dho nahi pata hu. Me gusal karne ke bad kapre ko dho kar pak karta hu. Owr islye muje bohot shak hota he ke mera badan paak huwa ke nahi. Ab apse mera sawal yah hai key is tariqe ke napaak kapra phenkar gusal karne se mera badan paak hoga kya?
Q: Maine abhi apki site dekhi hai to apna khwaab aap ke saamne rakhna chahti hun. Maine khwaab mein andhera dekha hai aur usi andhere mein ek dress ka kapda adha kala adha golden rung ka dekha hai. Mai janna chhati hun ke iss khawaab ki taaber kia hai qu ke mai kafi dino se pareshan hun meri penssion ki kaarwai abhi tak mukamil nahi huwi jiss se maali pareshani hai.
Q: Mere ek aziz ne khwaab main daikha ke main ek weeran jaga pe hon aur mere kapre khoon se bhare vay hain aur main roo rha hun. Kindly mujhe is khwaab ki tabeer bata dain.
Q: Muje ye jaana he ke napaak kapra biga kar rakhnewali balti se kapre ko nikaal kar, balti me jo paani bhara jayega os pani ko kya najasate galiza hoga?
Q: Sir moudu' Hadith ki koi book bata dijye jis ko parh ker moudu' hadees ka pata chal sake?