Q: Me ne raat ka tym pa dream dheka ka meri doosri shadi ho ri hai aur relatives planning bana rahy hai aur dream ma udas sa ho kyn ka muje apni wife ki fikr ma aur yaad aha ri ti kia hoga meri wife ka, ek sahi kehta hai app ka new susr tablighi jammat ka hai lakin ma na kha jahn meray parents khaien gay wohien karo ga. Phir kuch saman hum rakany jatay hai. Un me meri (real wali sali) sali aur us ka husband sath hothay hai es doran un ki apas me mohbaat dhekta hoo ka wo kitna pyar kartay hai apas ma, lakin ma chup hota hoo aur jab neechay ata hoo meri brother ki sab sai choti daughter ko payar karta hoo.