Sureen ke raaste me jima' karna
Q: Mera sawaal ye hai key aurat key pechle hisse mey mard apni saramgah dal sakta hai?
Q: Mera sawaal ye hai key aurat key pechle hisse mey mard apni saramgah dal sakta hai?
Q: Me ne raat ka tym pa dream dheka ka meri doosri shadi ho ri hai aur relatives planning bana rahy hai aur dream ma udas sa ho kyn ka muje apni wife ki fikr ma aur yaad aha ri ti kia hoga meri wife ka, ek sahi kehta hai app ka new susr tablighi jammat ka hai lakin ma na kha jahn meray parents khaien gay wohien karo ga. Phir kuch saman hum rakany jatay hai. Un me meri (real wali sali) sali aur us ka husband sath hothay hai es doran un ki apas me mohbaat dhekta hoo ka wo kitna pyar kartay hai apas ma, lakin ma chup hota hoo aur jab neechay ata hoo meri brother ki sab sai choti daughter ko payar karta hoo.
Q: Me ne khawaab me khud ko baalu me kangi karte dekha aur mere baalu m se cheentiyan nikli. Please aap muje isski tabeer batye.
Q: Muje per paon me dard bohtt hota ha pore jism me hota haai dil ki dharkan tez rehti haai jism me suiyan hatore parte haan. Please meri help karen.
Q: Mene ek khuwab daikha hai jis me tufaani baarish ho rahi thi owr me ek jga jati hn wo jga khandar hoti hai waha bara quran pak rakha hota hai jo me uthane jati hn k itne m mera kazan jo 11 saal ka hai wo qabar pe dirta hai us qabr m koe marhoom ni hota balke miti m paper hota jis m sawal owr uske piche jawab likhe hote hai mgr wo smj ni aata sirf Allah owr Nabi ka naam nazr aata hai. Phir me paper wahen rakh ke quran pak uthati hn owr kazn k sath chali jati hu.
Q: Agar namaz ka waqt ho jaye lekin abi azaan na huwi ho to kya namaaz adaa ki ja sakti he?
Q: Agar ruku me sajda ki aur sajda me ruku ki tasbih parhe to kya sajda-e-sahw karna ho ga, aur agar farz ki teesri aur choti rakat mein surah fatiha ke baad koi surah parh de to kya sajda sahw karna ho ga?
Q: Agar koi shakhs Qur'an ko sirf Arabic mein parhta hay aur us ko samaj to nahi aa raha hota ke wo jo parh raha hay us ka kia matlab hay to kia usay Sawab milta hay qu ke quran to samjh kar parhna hota hay aur phir us per amal krna hota hay?
Q: Hazrat I want to read the book "tibbe Nabawi"and Seerat Nabawi (both in urdu languages) to mujhe kis writer ki prhni chahiye?
Q: Kya har farz namaaz ke baad dua mangna zaroori hota he, aur agar koi insaan jab qaza namaze parh raha he aur wo ayk sath 5, 6 parhe to kya har namaaz ke baad dua maangni ho gi ya akheer me ayk hi baar maang le?