Qur'an Shareef ku baghair samajh ke parhna
Q: Agar koi shakhs Qur'an ko sirf Arabic mein parhta hay aur us ko samaj to nahi aa raha hota ke wo jo parh raha hay us ka kia matlab hay to kia usay Sawab milta hay qu ke quran to samjh kar parhna hota hay aur phir us per amal krna hota hay?