Fajar ki sunnat-e-mokkadah ki qaza
Q: Mera sawal hai ager hum fajar ki sunnat-e-mokkadah ki qaza zawal ke waqt se pehle perhlain mager baqia fajar ki namaz ke farz zawal ke waqt ke baad perhain ya kisi or waqt ya kisi dusre din tou humari mukamal namaz ki qaza ada hogaye ya nahin?