Namaaz me shak
Q: Agar chaar rakaat namaaz me pehli rakaat me sajda do ki bajaaye ayk kya aur doosri rakaat me yaad aaya ya ghumaan hone laga ke ayk kya to kya kya jayega?
Q: Agar chaar rakaat namaaz me pehli rakaat me sajda do ki bajaaye ayk kya aur doosri rakaat me yaad aaya ya ghumaan hone laga ke ayk kya to kya kya jayega?
Q: Agar koi shakhs kahe ke niyyat na karne se amal me koi faraq nahi parta masalan ke namaaz me niyyat na bhi karo to koi baat nahi ke Allah jaanta he ke kon si parh raha he or kis ke liye parhraha he aise ke baare me kya hukam he?
Q: Koi shadeed beemari aur ghundagi ki wajah se namaz na parh payi aur us ka intikaal ho jaye tu us ki namaaz ka fidya kitna dena hoga. Matlb kis hisaab se dena ho ga?
Q: Esha ke namaaz me jo witar parhe jate he us ka tareeka bata de. Me ne net pe dekha aaj hi ke doosri rakat me baithna nahi he teesri rakaat me baitna he. Jab ke ham doosri rakat me bhi baithte he or teesri me bhi.
Q: Me Fiqah Hanafi ki taqleed karta hu, kya me namaaz me rafeyadain kar sakta hu?
Q: Kya joote aage pare ho to namaaz ho jate he yani aap joote ke peeche namaaz parh sakte he?
Q:
1. Agar koi shakhs Imaam saheb ke salaam pherne ke baad bhi kuch dair tak salaam na phere apni namaaz jaari rakhe, yani Imaam saheb salaam phair ke muqtadiyo ki tarf munh phair ke beth jaye aur wo shakhs apna darood sharif and dua puri kar ke salaam phaire uske baare me kya hukam he?
2. Witar ki musalsal teen rakaat parh rahe hon aur doosry rakaat ke baad tashahud ke baad bhool kar darood shareef bhi parrh liya jaye to kya sajda-e-sahw karna ho ga ya namaaz saheeh hogi.
Q: Agar sajda sahw me hi bhool gaya ke ayk huwa ke do to kya kya jaye?
Q: Namaaz mukammal karne ke liye reeh khaarij hone ko roka ja sakta he? Kya is tarah wudhuz qaaim rahe ga ya nahi?
Q: Tahajjud ki namaz kaise adaa kare. Details bataiye.