Khwaab me lemon khareedna
Q: Meri bivi ne khwaab dekha ke maine bazar se kuch lemon fresh ur maki ki challi khreedi hain.
Q: Meri bivi ne khwaab dekha ke maine bazar se kuch lemon fresh ur maki ki challi khreedi hain.
Q: Maine khwaab dekha ki mai kisi jagh gaya hun whna pe teen rang ka sanp hai white black brawn usme se ek mujhe chuna tha sabi mujhe dawrate hai aur bhak jate hai phir thori der ke baad mujhe ehsas hua ki mere pant me kuch gusa hua hai jab deka to white colar ka sanp mere pait se hote hue gardan pe agaya aur kha mujhe tum ne chuna phir mai dusre makam pe chala gaya whana kuch dusre larke bhi the maine apna bed lagaya aur sogaya aur maine dekha ki charwo traf ghana jungle hai aur darwaje se koi saitan andar ana cha raha hai aur mai rok rahan hun wo ake muje dab deta hai phir mai ayatal kursi padne lagta hun aur us saitan ke upar dum krte huae saitan ko bhagata hun aur darwj ko band kr ke us pr bhi dum kr ke so jata hun phri wo darwaje todkr larke ke sakl me mersane baith jata hai aur mai phir se aitalkursi pardh ne lagta hun aur meri ankh khul jati hai. Phir maine time deha to 2 bajke 28 min horha tha. Muje iski tabir bataye.
Q: Maine khwaab me dekhe ke me dusre ke ghar ke baise (buffalo) chara tha.
Q: Hum log baoth pareshan hai. Abhi maine khwaab me dekha ke main murthi (idol) ko thor kar bowli me phekraha hu. Barae karam iski tabeer bataeye.
Q: Mera aapsay aik sawal he ke me ne puchna tha udhar ka baray ma jaisay ka kuch udhar aam tor pa hum bhol jatay haan ar lain dain ma itna masroof ho jatay haan ka kisi ka dayna walay paisay kafi arsa pehle jo hum log bhol jatay haan. Is ke baray ma kya ho sakta he? Aur aagr kafi talash ke bawajood wo ya uska lawaikeen nai milte to is surat ma kya ho sakta jaisa ka udhar ka baray ma ha ka insan jab tk udhar nai day ga uska nama amal agay nahin chal pay ga qabar ma.
Q: Mere room me nahali bichi huvi jis par my roz soti hun to khawab me my ne a dekah ke o nahali means bed par ful miti ke colour ka pani aga hai o doob raha hai bed os k sat mere zevar b udhar hi mujhe fiqeer lagi hai k o zevar b doob na jaye aur aur my koshish kar rahi hun k bachalo magar pani full gaya my kabrat me sochti hun a pani kahan se aya jo doba jarah hai etne my apne mal ki hifazat karti hun pani bhut ajata hai bed pani se ful hojata aur jaise my bahar kar dekti hun to ful barish toofan pani behja raha hai my kisi window pakadh k kardhi hogayi aur sockhti hun kaise a sab hogayana tabhi meri ank khul gai to please iss khawb ki tabir batayega.
Q: Mai khwaab mai saamp dekh raha hu do din sy. Aik din patla saamp hai 2 feet lamba us ny meri tang py kata b hai or aik din bht barda sanp daikha hai jo pechy parda hai kya ap daikg sakty hain k mujy py jadu ya nazar ty nahe.
Q: Khwaab me dekha ke hare shamle aur safed kapdo me kuch ladke khade the iski kya tabeer he?
Q: Agar shohar ne kamaye or bivi bachchhe ka haq na adaa kare or bivi ki kamayi khaye to? Please answer. Bivi kab tak bardasht late?
Q: Me ne dream dheka ke jammat kari ho rahi ti aur me ne namaaz pari aur phir jab nikala tu muje ek insaan mila kheta ma Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki picture khanchi camera sa. Me na kha yar muje dehko ma na bi dehkana. Phir ma na kha kae muje ek Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki picture nikal kar doa us na kha acha phr ma na dehka ek apple jo kisi na khaya howa ta metlab ka bas jesay ma apple ko eat kartay hai aur bas khali raha jatay hai edar sa esa tara aur muje esa feel how ka koi Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) sa taluq raki cheez.