Urdu Questions

Khwaab ki Tabeer

Q: Mein ny khab yeh daikha hai hai k mein us lrkay ko g bhar k apna doodh pilati hun jo mje chahta hai. Hum dono ki understanding to hai kafi hd tk lakin shadi ni ho skti r meri engagement kehain r ho rahi hai. Please us khaab ki tabeer btain.

Khwaab ki Tabeer

Q: Main ney kuch din pehlay aik khawab daikha hai ke main zameen pey gir jata hoon aur jub uthta hoon tou mujhey aisey lagta hai k mera daant (teeth) hil raha hai main us ko abhi pakrta hee hoon k woh toot k meray haath main aa jata hai. 

Aur dosra khawab main ney aik din pehlay daikh hai k main kisi laki k saath jis ko main nahi jaanta Zana karney laga hoon aur woh mujhey intercourse kaney per force kar rahi hai. Jub main us sey intercourse start karta hoon mujhey Allah aur us k Rasool ki yaad aa jaati hai aur meray dil main yeh khayal aata hai k main yeh Gunah-e-Kabeera kar raha hoon aur Allah aur us ka Rasool mujh sey naraz hoo ga...likan jub mujhey yeah khayal aata hai main intercourse start kar chuka hota hoon. 

Please mujhey in doono khwaboon ki tabeer bata dain. 

Khwaab ki Tabeer

Q: Mene istikhara kya DUBAI driving liscence lenay ke lye ke yeh lena mere lye behter hay ke nhi? So khuwab ma mene dekha ke Train ma safar kar rha hun air aurat hay pass ma jo ke dhokay say seat par bethi hay. Aik shaks ata hay or kehta hay ke meri seat hay uth jao wo nahi uthti, pher kuch dir bad tt ata hay or kehta hay ke tickte dekhao to wo aurat bhag jati hay. Pher shor mach jata hay train ma ke wo aurat fraud kar rhi thi, pher isi dir ma ankh khul gai meri. So ab is ka kia matlub hay?

Ayk talaaq ke ba'd rujoo karna

Q: Hum dono yani main aur meri wife auk dosre se bahot puyer karte hain. Kuch jahgron ke doran auk din ghose main main ne apni wife se kaha kaha ager main dobara tumhary hath se pani piun to tum mujh se azad ho gi (niyyat ye the kh apni wife ko ye nahe kaho ga kh apni jaga se uth k ja ka mujhe pani la de). Os din k bad main pani ki botle humesha khud alag la k rakhta rat ko apne pass. Kaafi dino ke bad auk rat need se uth k meri wife pani pi rahe the meri botle se to mere ankh khul gi aur sath bethe bethe main ne kaha mujhe bi do to os ne wo botle mujhe di main ne pani pi lua.botle sath he rakhe the main he le k aya tha.to kua ab nikha ho ga ya nahe. Jabkh koi aur sonne wala nahe tha. Meri auk beti ha aur wife pregnent ha aur hum auk dosre se bahot payer karte hain.

Khwaab ki Tabeer

Q: Jab sahri kar namaz parka soya to mana khab ma dekha ka ma showa sa roti kha rahahu tabhi ilmhua ka ya shorwa to suwr ka (pig) kaha j ma gosht to nahi ha kan ka tukda ha mana mana bas shorwa ka sath thodi roti khay baki jo bacha us ko ek polithin ma dal raha tha fak na ka lia tabhi mari ammi ajo ka mara sa thoda fasla pa thi mami na kaha ka mugha bhi khana khan tha tu ya salan ku fak raha ha man kaha ammi ya kahan kalayak nahi ha or baki mana fak diya but mana to khaya ples is ki tabhir batay?