Namaaz

Sunnat namaaz ki qaza

Q: Agar koi namaz khaza hogai ho to kya us namaz ki farz namaz ke alawa sunnat ki bhi khaza padni padegi. Misal ke taur pe agar Zohar ki namaz khaza hogai ho to, kya hum niyat aisi karein

1. Zohar ki char rakat sunnat namaz ki khaza ada karta ho

2. Zohar ki char rakat farz namaz ki khaza ada karta ho

3. Zohar ki do rakat sunnat namaz ki khaza ada karta ho

4. Zohar ki do rakat nafil namaz ki khaza ada karta ho

Fajr ki sunnate ki qaza

Q: Agar imam sahab masjid me fajar ki namaz jamat see parha rahe ho, aur wo doosri rakat me attahiyat me baithe ho aur me jamat me jor gaya, aur me ne abi fajar ki do rakat sunnat nahi padi, to mujhe sunnat namaz kab parhni chahiye aur niyat kya karni chahiye?

Namaaz ke doraan doosri namaaz ka waqt shuroo hojana

س: اگر ایک شخص ایک نماز کا وقت ختم ہونے سے پہلے نمازکی نیت باندھ کر کھڑا ہوا اور اس کے نماز پڑھنے کے دوران ہی دوسری نماز کا وقت شروع ہو گیا

1. تو پہلی نماز کے لیے کیا حکم ہے، کیا وہ اس کو مکمل کرے یا توڑ دے

2. اگر مکمل کرے تو پہلی نماز کے لیے کیا حکم ہے۔

Baarish ki wajah se Madinah ke Haram ki azaan me "Assalaatu fee rihaalikum" ka matlab

Q: I came across this message on WhatsApp, I want to confirm if there is any truth in this.

"Madina Munawara mai barish ki wajah se Fajar ki Azaan mai 'Hayya allal falah' ki jagah 'Assalaatu fee rihaalikum' kaha gaya. Jiska matlab 'Apne gharon mai hi namaaz padhle'. Ye Nabi Kareem (sallallahu alaihi wasallam) ki sunnat hai jisku kisine phir zinda kya.Kai logon ku is baat ka pata nahi hai aur pehli baar sunrahe hai."