Beth kar qadha namaaz parhna
Q: Kya qaza namaaz beth kar bhi ada ki ja sakti he?
Q: Kya qaza namaaz beth kar bhi ada ki ja sakti he?
Q: Agar kisi muslim ki bohat saalo ki namaze qaza huwi to kya wo pehle esha ki namaaz ada kar sakta he phir zuhr, asar, maghrib aur phir fajr, ya tarteeb
se parhni hogi, fajr, zuhr, asar, magrib, esha?
Q: Kya koi Muslim ayk din me qaza namazo ki bees se ziyaada rakaats ada kar sakta he?
Q: Agar asar ya esha ki azaan ho jaye aur muslim masjid jaye to kya jamaat hone se pehle muslim jo sunnat ghair muakka he un ke jaga koi qaza namaaz ada kar sakte hain ya nahi?
Q: Mera sawaal he ke me Jumme ke namaaz ke waqt college me hota hoon aur Musjid hamare college se 2.4 miles door he. To agar me Jumma parne jaoon to me apne period ko miss karoonga, aur asaatiza ki taraf se ijaazat nahi he. To kya me course chowr doo ya phir kya karon?
Q: Mera sawaal ye he ke agar namaaz me biwi ke sath hambistri ka khiyaal aajaye to kya namaaz hogi?
Q: Hum namaaz pharte waqt saamne punj paara rak ke surha dekh ke pharte the. Maloom para ke aisa pharna sahi nahi he kya hamari wo namaaze ada nahi huwi?
Q: Agar namaaz qadha ho gayi to tauba kar le ne se Allah maaf kar leta kya?
Q: Mujhe pochna tha Jumma ke din Zuhar ki chaar farz namaz (rozana padhi jane wali), imaam ke saath padhi jane wali do farz namaz ki waja se, sunnate muakkadah me badal jaati he kya?
Q: Kya sunnat namaz baith ke ada kar sakte hn. Young person har namaz ma sunnat namaz baith ke par sakta he as I heard Rasulullah (Sallallahu Alayhi Wasallam) sunnat namaz ki adaigi beth ke kia karte thy). Is it right or wrong?