Insaani balon ki wig pehen kar namaaz parhna
Q: Agar koi insani balon ki wig lagata ho (jo ke mujhe pata ha ke haraam ha)... wo wuzu karte waqt wig ko utaar kar masah karta ho aur phir pehen kar namaz parhta ho to kya uski namaz hojae gi?
Q: Agar koi insani balon ki wig lagata ho (jo ke mujhe pata ha ke haraam ha)... wo wuzu karte waqt wig ko utaar kar masah karta ho aur phir pehen kar namaz parhta ho to kya uski namaz hojae gi?
Q: Me aik department me job karta ho jaha namaaz ki ijzat masjid me ja kar parny ki ijzat nahe, albatta ye ijzat zaror hy ke office me rehty hoay namaaz ada ki jaskti hy magr wo bhe tanha.
Pochna ye hy keh: mera akelay namaaz ada karna aur masjid kay alawa namaaz parna kaysa hy? Is sorat me bajamat namaaz ka sawab milyga ya nahe aur namaaz ada hoge bhe ya nahe?
Q: Mai 5 waqt namaz ada karna chahti hoon. Kuch din parti hoon fir bandh kar dati hoon. Kiya karoon?
Q: Namaz me koi rakat bhool jaye phir kaise namaz adaa kare? Namaz me completely dhiyan rahe best way bata de.
Q: Agar qameez ya frok ki length gutno tak ho to pajama pehn kar ghar me namaaz parh sakte hain?
Q: Kiya t-shirt kohnio se ooper bazu wali shirt se namaaz hojati he?
Q: Kiya Ka'bah ki tasweer wali janamaz par namaz nahi hoti? Saudi mufti ke mutabiq namaz nahi hoti.
Q: Kiya azaan ke waqt sar pe dopatta rakhna farz hai, matlab lazimi hai?
Q: Namaaz-e-taraweeh me imam aur muqtadiyo ke liye sana parhna zaroori he ya nahi. Is ka parhe bina namaaz jaiz hogi ya nahi?
Q:
1. Chaasht aur ishraaq ki namaz ka waqt kab tak he?
2. Zawaal ka waqt kitne baje se kitne baje tak hota he?