Nafil namaaz
Q: Kya fardh namaazo ke saat nafil parhna laazmi he ya chorh sakte he? Ya phir parhne ka sawaab he aur na parhne ka koi gunaah nahi aur namaaz qubool hoti he?
Q: Kya fardh namaazo ke saat nafil parhna laazmi he ya chorh sakte he? Ya phir parhne ka sawaab he aur na parhne ka koi gunaah nahi aur namaaz qubool hoti he?
Q: Namaaz me nazar kaha kaha honi chahiye?
Q: Faraz namaaz ki imaamat ke liye kon si sharaait par utarna laazimi he?
Q: Mujhe is hadees ke haawale se poochna tha ke jo shaks Azaan ke darmiyaan baat kare us se marte waqt kalma shahadat yaad nahi aata. Kya ye hadith saheeh he?
Q: Agar namaaz parne ke bad pata lag jaye ke thora sa mazi nikli he kya qaza parna zaroori he?
Q: Surah Namal ki ayat 62 ko haajat ki namaaz me tashahud me parh sakte he.
Q: Kya Surah faatiha ke bad do rakato me ayk hi surah par sakte he, jaisa ke phele rakat mein surah feel parhna aur dosri rakat mein be surah feel parhna, yeh durust he kya?
Q: Kya sirri jamaat namaazo me bhi imaam ki perwi karni he yani ke surah fatihah aur deeghar surate nahi parhni he kya? Jehri ho ya sirri jamaat namaaze. Baraaye meherbaani ye bataaye ke muqtadi ne kya kya apne se parna chahiye.
Q: Kya jab miya bivi me taalluq hota he to namaz Allah ki ibaadat paaki (gusal) lene ke baad hi karna chahiye?
Q: Kya mastooraat namaz-e-jumuah parsakti he?