Namaaz ku qadha karna
Q: Mera sawaal he ke agar namaaz qaza parh li jaye, to qaza namaaz ka parhna qiyaamat ke din saza ka baais banega?
Q: Mera sawaal he ke agar namaaz qaza parh li jaye, to qaza namaaz ka parhna qiyaamat ke din saza ka baais banega?
Q: Mujhe aap se poochna tha ke kya tahajjud so kar uth ke parhi jaati he ya bina soi raat ke kisi bhi waqt parh sakte he?
Q: Chaasht ki namaaz kitne baje pari jaati he? Din bhar me makroo waqt kab se kab tak hota he? Fajar se kitne minute pehle tahajjud ka waqt khatam hota he?
Q: Namaaz me kya waaqiee aankhe band karna makrooh he?
Q: Kya hum har namaz ke baad uski qaza namaaz parh sakte he? Quke mene suna he ke fajar or asar ke baad koi bhi nafil namaaz ya qaza namaaz nahi parh sakte (in waqton mai sajda karna mana hai). Is ke liye kya hukum he?
Q: Kya Jumua ke fardh masjid me parh kar sunate ghar aa kar parh sakte he?
Q: Agar Imam sahib se ghalti ho jaye to wo jo sajda-e-sahw se pehle daai jaanib ki taraf salaam pherte he kya muqtadi ne bhi daai jaanib ki taraf salaam pherna hota he ya nahi?
Q: Agar wuzu hay aur hum ne koi cheez kha pi le aur us ke baad kulli karna yaad na raha aur kulli ke beghair hi namaaz parh le to kya namaaz hojaegi?
Q: Agar sunnat ya nafil ki teesri aur choti rakat me surah faatiha ke baad koi surah na parhi to kya sajda-e-sahw wajib ho ga ya nahi?
Q: Kya hum zuhar ya juma ki jo sunnate farz ke baad he, kya wo farz se pehle parh sakte he?