Sar ku daamp kar namaaz parhna
Q: Namaaz ke waqt pe sar pe topi ya pagri rakna wajib he ya mustahab? Hadith ka hawaala dijiye.
Q: Namaaz ke waqt pe sar pe topi ya pagri rakna wajib he ya mustahab? Hadith ka hawaala dijiye.
Q: Mene kuch logon ko ye kerte huwe dekha he ke jub theek 12 bajte he tou woh namaaz, zikr, Quran paak parhna chordete hain halake zawal ka waqt to badalta rehta he or wo saheeh karte he kya? Aur kya din ke baara baje or raat ke baara baje to zikr, tasbeeh, namaaz, Quraan paak parhna chorde kya? Aur makruh waqt main Qur'an paak, zikr, tasbeeh to parh sakte he zabaan se ya dil me ya dekh kar zaban se ya dil se? Aur agar koi makrooh waqt me namaaz parhe ya Quran paak ka sajda qubool hoga?
Q: Kiya hum istikhaara ki dua kisi bhi namaaz me parh sakte he sab chezon ki behtari ke liye?
Q: Agar koi shaks doraan-e-namaaz zaban se ya dil me koi gaali bake ya koi behuda baat zaban se nikaale ya dil me nikaale to aise shaks ki namaaz hogi? Kya wudhu tootega? or Namaaz toot jaye gi ya makrooh, mamnooh hogi? Makruh ki kisam bhi batayen baraaye meherbaani.