Saghira owr Kabira gunaah
Q: Qur'an aur sahih hadith ke mutabik Kya saghira gunaho par bhi jahannum ki waeed hai?
Q: Qur'an aur sahih hadith ke mutabik Kya saghira gunaho par bhi jahannum ki waeed hai?
Q: Kya dusre ka eyebrow banana owr hair cut karne me bhi gunah hoga ar kitna gunaah?
Q: Jamaat ke sath namaaz parhte huwe agar ayk ya do rakaat nikal jaye yani agar der ho jaye to jo baad me namaz puri karte he un rakat/rakaat me Surah Faatiha ke bad kisi Surah ya ayat ki tilaawat karte he? Agar karte he to agr ayk rakat guzar chuki he to us me Surah ki tilawat ki tarteeb kya ho gi jo Imaam saheb ne doosri rakat me ki he us se pehley wali koi ayat ya Surah ki tilaawat karni chahiye ya baad wali?
Q: Ayk ramadhaan ka roza jo chor diya us ki qaza kya hogi?
Q: Kya witr tahajjud ki namaaz se pehle parhni chahiye ya baad me?
Q: Kya tahajjud ki namaaz ke liye alarm lagaya ja sakta he?
Q: Meri shaadi abhi nahi hui hai mera hair aage se white white ho gya hai. Kya colour use kar skte hai?
Q: Durod ya zikr? Agar mei ayk din mei kuch ghantay zikar aur durod parhoun? Tou zikar ziada karoun? Ya durood ziada parhoun? For example ayk ghanta hai us mei 30 min zikar 30 min durod? Ya 50 min zikar 10 min durood? Ya 50 min durod 10 min zikar? Kis taraha karna behtar hai?
Q: Kya insaan jo namaaze qaza kar chuka he jab wo qaza namaze parhta he to ky us ko sawaab bhe milta he ya nahi?
Q: Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki wafaat kis date ko hui? Koun sa Islamic month tha aur koun si islamic date the?