Nabi (sallallahu alaihi wasallam) ka naam mubaarak sunna
Q: Jab Huzoor Paak (sallallahu alaihi wasallam) ka naam mubarak a jae to kya parhna chahiye?
Q: Jab Huzoor Paak (sallallahu alaihi wasallam) ka naam mubarak a jae to kya parhna chahiye?
Q: Mere husband ka meri maa k sath najiz taluq the mene suna hai aese me bivi haram hojati hai ab me apne shohar ke liye halal kese hogii plz bata den me both pereshn hon ab koi taluq nahi meri maa ka mere shor se.
Q: Agar shohar pe shak ho k us ny apko talaq dy di aur shohar maan na rha ho... Us k sath rehna aur hambistri krna b gunaah ki trah lgy dil na chahy pyar krny ko to kia kry...
Q: Bimar admi umra k ihram k nechy jersey ya pejama pehn skta hy kya? Jo sardi na bardasht kr skta ho or overage ho, us k liye shariyat main kya hukam hy?
Q: Meri ek sahab se rishty k silsily m bat hoi unhe pata chala k meri birthday hai tu unho ny kuch gifts diye or kuch pesy diye k m ye apny uper kharch karo. me ny wo pesy return kar diye tu wo sahab mery ghar a k pesy de k gae k ye ap k hain ap chahe phenk de ya rakh de. m ny rakh liye phir wo bat agy nahe chali or un ki family wife or ghar walo ny mana kar dia. ub wo sahab mujh se pesy or gifts wapis mang rahe hain jo m kharch kar chuki hun. kia m responsible hun return karny ki?
Q: Ager 2 talaq de di or phir rujoo hogaye or phr ik ya do sal bad shohar or biwe ik talaq de de to kya wo jo do talaq pehaly di thi wo count hongi ya nai? Q ke 2 talaq ke bad wife husband main sulah ho gai to unka is wali talaq main count to nahi hogi mere khyal se baqi ap rehnumai frma dijiye.
Q: Mainy apni bivi ko ak talaq dii thi or 8-10 din bad hi mari us sa baat hoi thi mainy usy wapis aany ka liya boht bar bola iddat ka doran hi or wo maan b gai or hary bich phir sa batin hony lgi jasy husband wife or jb us na apny gar waloun sa baat ki ka mujhe wapis jana to gar waloun ka inkar ki wajah sa us na b inkar kar diya ka gar waly nai maan rahyto kya mara us ko bolany sa or us maan lany sa rajoo ho jaye ga or ab 8 manth ho choky hain.
Q: Aorat ka lady doctor se tube test karwana jaiz hai k nai tube test main aorat ki sharmgah main injection daal k xray kiye jate hain bs us se ye pta chalta hai k tubes open hain k nai jis se aorat ko takleef b hoti hai?
Q: Agar zakaat k maal par aik saal guzar jae aur zakaat abhi adaa na ki ho to kia zakaat adaa karne me taakheer karne se gunah hoga?
Q: Kiya sajada e sahw ka tariqa ye h k aap namaaz k akhir main bina salaam pehry do sajde krein aur salam pehrein?