Urdu Questions

Nand ka ladka aurat se zina karna chahta he to kya kare?

Q: Mai ek pareshani mai mubtala hun..mujhe har waqt becheni si rehti hai.mai ek shadi shuda aur 2 bacho ki maa hun.mera ek nand ka ladka h wo aksar yaha ata jata hai.mai usse wese hi batchit krti thi..pta nhi kyu wo mere itne qarib kyu aagya aur ekdin mere shohar ki gher mojugi mai usne mujhse wo galat (- zina) kya. Ab mera dil bhot pareshan rehta hai..mene use phle bhi mana kya tha k ye gunah h.lekin wo nhi mana.uska brabar ana jana rehta h. Ab mai mana bhi nhi kr sakti..sasurali rishtedar h. Phon bhi krta h..phir se wo sab krne k lye seduce krna chahta h ..mera shohr bhi hai. Bache bhi mujhe fikr hone lagi hai...mai usse kese bachu koi tarreeqa ho to bataiye.koi dua wagera jo.bhi...kya maira shohr se rishta tuta to nahi...bataye...mai kya karu..meri madad kijiye.

Kisi musalmaan ko kaafir kehna

Q: Main ap sa poochna tha kay kaya kisi Muslim ko kafir kehny sa banda khud kafir ho jata hai? Kal hum tv daikh rahy thy to mary husband na ak politician ko kaha kafir ka bacha jab k jis k lia unhon na yeh word use kia uski death hi chuki ha wo khud ak dam upset ho gye ar Allah sa mafi b mangi ar mjhy keh rhy thy k main na usko kafir samjh k nahi kaha ghussay ar nafrat ma kaha ma usko Muslim w samjhta hoon to plz btain kay kya hukam ha is bary main kya banda wakai islam sa nikal jata hai ar kya tajdeed e nikkah ar imaan bhi karna hota hai