Mazi ka nikalna
Q: Kya mazi ka nikalna theek he? Kya ye fitri he? Ya phir ye kisi bimari ya kamzoor hone ki alaamat he?
Q: Kya mazi ka nikalna theek he? Kya ye fitri he? Ya phir ye kisi bimari ya kamzoor hone ki alaamat he?
Q: Rukhsati sy phly talaq or iddat hoti hai ya talaq k foran bad larki khi or shadi kr sakti hai Jb ky larka larki ky ghr ata jata ho sb ki mojudgi main or srf romance or kiss hova ho pr sex nahi hova ho. Or os wakt sb ghar mai mojood b tha lakin kmry mai nhi tha. Or kmary ka drwaza b khula tha koi bhe kbhi bhe a skta tha bina ijazat ky. Or sb ko pta hota tha k hum us kamry mai hain. Or ye b start sy e decide hova tha dono k beech k rukhsati sy phly sex ni hoga. Or kia phli talaq pr e talq ho jay gi?kia ya khulwat e saheeha ho gi ?
Q: Agar ghusay me agar shadi se phely phone par talaq diya jaye to kya waho waqi hajata hey?
Q: Kia mard ka orat ko gali denay say divorce ho jati ha. For example agar shohar gusay mayn apni biwi ko "Kanjri" kehay tu kia talaq ho jati ha ya nahi?
Q: Farz namaaz me imaam ke peeche pehli aur doosri rakaat me kya parhe aur teesri aur choti rakaat me kya parhe?
Q: Agar mazi ya wadi key qatrey daftar me me nikal aaye aur namaaz ka waqt ho raha he toh isey baghair dhoye ham namaaz nahi parh saktey toh kya ab jab daftar ka waqt khatam honey ke baad jab ghar jayenge tab namaaz parhenge zuhar aur asr qaza karni paregi kya shar'ee hukm he bata de take namaaz qazaa na ho.
Q: Mjhe periods 6 din tak hoty hai. Maine nahaya bhi lkn nahane k kuch ganty baad mjhe fr se hua. Maine fr se nahaya... dusre din mjhe taqreban 1 bjy qareb thoda khoon nikla kya mjhe fr se nahana hai aur jo mne kapdy pehne woh bhi change krna hai?
Q: Birthday day manana kesa h agr koi bithday baqaida na manay lakin ak dosry ko sirf wish kry kia ya jaiz h?
Q: Aik do bar mre shohar ne mjhe talaq k kuch kinaya alfaz kahe bd ma main ne niyat pochi k ap ne talaq ki niyat to ni ki th to guse ma bezar ho k kaha han jao yani niyat th.. Jb l bd ma halfia bayan dia k ma ne un niyat se to kaha he ni tha...to kia talak ki niyat k is jhoty iqrar se talaq waqae ho jati h jb k diyanatan un ki niyat ma talaq murad na th?
Q: Mera sawal mian biwi sy mutalaq hai eik biwi jo apny shohar ko izzat pyar sab jo Allah ny hukum dia karti hai achy bury time ma us ka har trh sy sath dyti bachon ki parwarish deen dunia dono sikha kar karti is per ky us ka shohar anparh hai per ussy kabhi is ka ahsas tak nahi hony dia us ki marzi ky kuilaf koi qadam nahi uthaya aesi aurat ky bary islam kiya khta? Shohar ny hamesha biwi bachon ko bojh samjha betion ko bojh kaha bachon ko baap ki trh ka pyar nahi dia bachon ko aj tak shikayat ky baap ny kabhi apna nahi samjha bachon ny kabhi baap sy koi farmaish nahi ki kabhi jawab nahi dia jis haal rkha khushi khushi rhy sabr ky sath aj ky dour ma jahan aoulad ky samny baap nahi bol sakta phir us baap ny eik dosri aurat aur pasy ky liye apni biwi ko talaq dydi bachon ko bola mery sath chlna chlo warna mujhy kabhi contact nahi karna bachon ny maa ky sath rhna pasand kia maa ny betion ki shadi ki beton ko parhaya mehnat ki apni aoulad ky liye aesi biwi aur bachon ky liye kia hukum hai islam ma kia yeh maa gunhagar hogi aur kia mard hi shadi kar sakta aurat ky liye ijazat nahi q ky woh bachon ki maa hai kia mard bachon ka baap nahi hota 70 saal ki umer ma bhi shadi karsakta aur aurat ky liye mumkin nahi q?