Urdu Questions

Sharaabi se hath milana

Q: Kya koi sharaabi mujhsey hath milaye ya galey miley ya mera mobile, helmet bike ya car istimaal kare sharaab to pi rakhi he lekin uskey badan par ya hath me dikh nahi rahi he to kya me mera kapra ya mera samaan kul napaak ho jayega aur usko dhulna parega ya baghair duley ham aur hamara samaan paak he aur bina karahat namaaz parh saktey he.

Kinaayah alfaaz kehna

Q: Mra sawal ye h k aksar larai jhagro ma main apne shohar ko kehti hn mjhe ap k sath ni rhna ma ap ko chor kr apne bachon ko le kr ja ri hn to wo bh gusey narazgi ma kehty hain han jao chali jao ma khd tmhe chor kr ata hn jb k wi narazgi ma khty hain talaq dene ki niyat se nahi kehty to kia aisa kehne se talaq waqae ho jati ha? Doosri sawal ye ha k aik br mere shohar ne mre maazi ki affair k uper mjhe bht gisy kj halat ma laan tan k lie kaha tha k falan shaks tra dosra shohar h accept kr k falan shaks tra doara shohar h....bd ma unho ne kaha ma ne talaq ki niyat se nahi kaha tha to kia aise alfaz se talaq waaqae hti h?

Dukaan se chori kara

Q: Maine 2 general store se 3 saal pehle chori ki hai. Chips wagera aur pepsi wagera roz krta tha mazak me. lekin ab mai un dukaan k malik ko batate huey sharam arahi hai. toh koi kaffara hai is chori ka?