Urdu Questions

Kisi par gunaah ka ilzaam lagana

س: میرا ایک درخواست ہے کہ تقریبا 5 سال پہلے ایک لڑکی غیرت کے نام پر قتل ہوی اور وہ بہی اپنے باپ نے قتل کی اب وہ ظالم میری بہن پر طہمت لگاتا ہے کہ تمہاری بہن نے میری بیٹی اس لڑکے کے ساتہ بہاگنے پر مجبور کیا تہا۔ اسلے معزز صاحبان مہربانی کریں اس بارے میں شرعیت کی روشنی میں ہمارا راہنمای کریں۔ شکریہ

"Chordena" kehne se talaaq?

Q: Agar shohar kisi se biwi ke baray mai kahay k mai ne apni biwi ko market mai choorr dia hai yani market mai drop ker dia hy. aur phir us k dil mai khial aye k chorr dena kehnay se to talaq ho jati hai. es ka kia hukam ho ga. kia aisa khial anay se bhe nikah per koi faraq paray ga

Shaadi ko takeer karna

Q: Mera rishta tai hogaya hai, kisi ko koi aitraz nhi, rishta boht saal pahle hua, meri padhai ki waja se shadi me deri horahi thi, padhai to hogai, lekin ab bhi shadi ke liye 2 sal baki hai meri age 26 hai uski 22, wo meri rishtdar hi hai, mera uske yaha jana aana hota hi hai, isliye koi parda nhi lekin mujhe ye munasib nhi lagta, to kya mai usse nikah abhi karsakta hu baad me bidai ke liye kahduga, fir to kya nikah ke baad mera usse milna baat karne Ki ijazat hogi...

Haazir naazir

Q: Kuch logon ka khayal he ke Nabi Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) hazir nazir hen hum kehte hen hazir nazir nhi hen... Un logon ne mujhse behs kya howa he ke kis tarah aap kehte hen ke hazir nazir nhi please mujhe proof ke sath jawab den take men unka moun band kar sakoon.