Nikaah se pehle larki ke saat baat karna
Q: Mai agar kisi se pyaar karta hun to usse baat kar sakta hun?
Q: Mai agar kisi se pyaar karta hun to usse baat kar sakta hun?
Q: Log kehte hai ankh phadkna (eye switching) acha or bura hota hai kya ye Islam mai saheeh hai. Agar hai to iski kya asliyat hai? Meri left ankh phadak rahi hai please iska ilaj bataiye
Q: Kya fajar ki farz namaaz ke baad sunnat-e-muakkadah parh sakte he? Agar nahi to kyu jaise ke zuhr ke farz ke baad bhi sunnat-e-muakkadah parhte is me kyun nahi?
Q: Kya ye hadees ''jo pareshan ho wo paharon ke taraf safar kare'' kya sai hai ya nai?
Q: Namaaz me Surah Fatihaah ke baad Surah Baqarah ke ayk ruku tak parhna jaaiz he?
Q: Miya or biwi ke humbistari karne ke bad miya raat ko ghusal kar leta he kiyon ke usse agle din subah office jana hota he or biwi nahi ghusal karti kion ke wo agle din ghusal kar le gi to is surat me agar miya or biwi raat ko sath soye to miya napak to nahi hoga
Q: Me paanch waqt ki namaaz padhta hu or padhta tha aur kabhi kabhi namaaz qaza bhi hojati thi aisa karke meri bohot namaaze qaza ho chuki he yaad nahi kitni qaza huwi he to ab me qaza kaise or kitni parhu?
Q: Aik larka shadi shuda ha wo humjins parasti krta ha chorna chata ha laken use ye adat ni chot rahi aur namaz wo baqaidgi se parta ha is ka problem solve kia jaye?
Q: Kya tashahud main ungli ko "ashahadu alla" ko uthaana or or illallah ko hi jhuka dena ye kaha se saabit he? Ahle hadith lowg kehte he ke aisa kahi sabit shuru se aakhir tak ungli ko utha kar hi rakhna he. Aap is tasalli baksh jawab inayaat farmai.
Q: Kya taraweeh bees rakat Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) se sabit he ya Hazrat Umar (radhiyallahu anhu) se? Lowg kehte he ke bees rakat taraweeh to Hazrat Umar (radhiyallahu anhu) ke dor se unhone shuru karaai. Aap is ke mutalik kya jawaab he?