Shifa ke liye wazifa
Q: Mere bhanje jo 3 saal ka hai, fits aaye hai aur bukhaar utaar chadav hora. Unki sehatmandi ke liye wazaif dijiye.
Q: Mere bhanje jo 3 saal ka hai, fits aaye hai aur bukhaar utaar chadav hora. Unki sehatmandi ke liye wazaif dijiye.
Q:
1. Azaan ke waqt baitul khala me jasakta he ya nahi?
2. Maghrib ki azaano ke waqt agar baitul khala jana ho to azaan ke baad jana chahiye ya azaan hote waqt chale jaye or agar azaan ke baad gaye phir wudhu karke namaaz padhne gaye to namaz ki rakate nikal jaegi to is soorat-e-haal me kya karna chahiye?
Q: Namaaz me niyyat bandhte waqt haat naaf ke uper hona chahiye ya uper aur hath ko hath pe rakhna chahiye ya kalaai ya kohni ke pass?
Q: Mera sawal hai ke halat e janabat mein zaban se Allah ka zikar ya astagfaar ya koi wazifa kr skte hein?
Q: Kia maa janabat ki halat mein bache ko dhoodh pila skti hai?
Q: Ghusal e janabat kitni jaldi kiya jaye, agar ghar ke kaam kar ke baad me kare to kya gunaah hota he?
Q: Kya nikah se ek din pehle walima ho sakta hai? Pehle behno ka nikah or rukhsti hogi uske baad agly din mera nikah hoga. Aisa ho sakta hai?
Q: Agar kisi shakhs ki bibi mar jaye to kya uski (bibi ki) maut ke bad uski (bibi ki) bahan se nikah kiya ja sakta hai. Mere dada ne unki bibi ki maut ke bad uski bahan se shadi kiye the, agar ye allow hai to please kuchh hawale de de jisse court me sabit kiya ja sake ki shariyet me izajat hai.
Q: Mera sawal ya hai k agar 1 shakhs (admi/ladka) kisi third person se baat kar raha hota hai k us ki wife (bivi) us ki baat nahi sunti us se ijazat nahi lati kisi b kaam k liye or in wajohat ki bina pa aksar jahagra hota hai, app us se baat kar k us ko samjhiye k ase mamlat ane wale waqat me na dohraay wara baat zada kharab ho jaay gi agar asa phir se kya meri jayaz baat na mani bina ijazat ana jana or mashwara na liya to phir wo meri teraf se farige... Ya ane wale waqt k liye kaha ase surat me kya shari huqam ho ga ..? Laikn ya baat wife se nahi kar raha tha na hi wo mojood thi wo kisi k sath baat kar raha tha or baat ane wale waqt ki ki
س: کیا عورت زیرناف بالوں کی ویکسنگ کر یا کروا سکتی یے؟