Urdu Questions

Chori huwi cheez ko waapas karna

Q: Mai ny kuch sal pehly kesi k ghar mai chori ki thi or apni nanai amma ki bhi chori ki hai bhot martaba nani amma ka to intaqal hogaya hai. Lekin jis k ghar mai chori ki doston k sat mil kr wo log wo ghar chor kr chalygy. Koi bhi address nai hai unka. Mai bhot sharminda hn apni as harwaqt pr or Allah sy mafi bhi mangta rehta hn. Aap koi hal btao jis sy meri aakhrat mai pakar na ho.

Khwaab ki ta'beer

Q: Mene khuwab me apne hath se apne kisi aik paon k tukhny se one by one 04 lohy ki keel nikali hain. Or keel bilkul meri skin k andar thi uper se hath laga kr mehsoos kraha tha k keel andar mojod hain. Phr skin ko phaar kar keel ka moonh hath se pakar kr keel ko bahar knalta tha. Mjy dard to nahi horaha tha han lakin keel nkalte hue dar or khof ppaida ho raha tha

Khwaab ki ta'beer

Q: Aaj subho mein 6 baje meri ammi ke khwab mein unke ammi kachi khabar se utke wo meri ammi ko scold karethe kaiku tume abbi tak mera dood baksheni bolko n meri nani ka intekhal 4 saal pehle ho chuka hai

Khwaab ki ta'beer

Q: Maine ek bar khuwab dekha ki main aapne maa orpapa ke sath maka ki ek mahjit mein sajda kiya or ek bar khuwab dekha ki main kaba ke bahut paas mein baithi hui thi par main nahpaak hu or ek bar phir khawab dekha ki meine bahut se logo ke sath sajda ki please mujhe bataye in sab khuwab ki tabir kya hai

Khwaab ki ta'beer

Q: Aj kal mai bht pareshan rehti ho lagbag rat k 3 baje maine ek khawab dekha us khawab ka tabeer malum krna hai plz mere madad kariye maine khawab mai dekha mere bhai or bhabi ki shaadi horahi hai ghar mai sub khush hai per mai is shadi se khush nahi ho maine bht bola bhabi ke liye bhaiya sahi nahi hai yah khawab maine dekha or maine is hawale se kuch soch ke nahi soyatha kya matlab ho sakta hai is khawab ka unlog asliyat mai shadi shuda hai.