Urdu Questions

Abortion

Q: Mere friend ka sawal ye hai ke uski wife 7 weeks pregnant hai. Doctor kahera ke abortion karle otherwise abnormal baby hota aur maa ki health pe bhi effect padta. Kindly advise.

Khwaab ki ta'beer

Q: Mene apny khwaab mai dekha ki darya h usmai bht sari magar mach haiii kisi ko nai pata hota to aur mai sabko unse bachane ki koshish karti hu. Mai aurmere kch family members khud ko un magar mach se bachne ki koshish karte hh lekin wo hume kch kar nai payee aur end mai wo khud gol bankar kahi chup gae iski kya tabeer hh

Khwaab ki ta'beer

Q: Mjhy in khuwabo k meaning janana h. Mari ami na phela din deakha k hum sub ro rahy hia pareshan hia abu ko phon kar rahy hia...

2nd day unho na deakha k hum or taya ki family qabristan ja rahy hia lakin kab qabristan phouchty hia to taya ki family nahi hotii jus ami main or mari behan hoty hia. hum wapis aty khula medan hia andara hia or hum taya k ghr phouty or ankha khul gayi un ki...