Urdu Questions

Parrots rakhna

Q: Maine puchna tha k maine ghar mai green parrots rakhein hain 4 hain wo meri sister bolti hai k tum inko azaad kardo in tooty ki waja se humaray ghar mai bandish hai bohat se kam ruky huey hain.. Mere tootay azaad rehty hain ghar mai or wo mere se adjust hain mujhe unse bohat piyar hai mai kese azaad kardu? maine kahi pay parha tha k azaad parinday paal saktay hain is surat mai k apky pass khana peeny ka bandobast ho unka ab ap mujhe bataein mai kese azaad kardu mera dil nahi manta

Khwaab ki ta'beer

Q: Me continue khuwab mein dekhrhi hun mehndi apny hathon oe lagi hui and mne yeh dekha hai k me bethi hui mehndi lgwarhi hun kisi se or jab wo mjhy mhndi lgany lgti hai to mere hath pe already mehndi lagi hpti hai n me kehti hn dusrey hath pe lgaden jb wo dsrey hath pe lganey lagti hain to wahan b lagi hoti hai is tarha teesre pe b lagi hoti akhir me apna 4 hath mean agey hatheli ki side dekhthi hn to us kehti hun ap yahan lagado yahan mehndi nhi lagi hoi.

Khwaab ki ta'beer

Q: Main ny aik kamray main Quran khulla huwa dekha jis main kisi ki ungli mujhy ayat ki taraf ishhara kar rahi thi tarjama yeh tha “beyshak Allah sabr karnay waloon ke saath hai”