Court se khula lena
Q: Mein nay court se shoher ki mojudgee mein khula lia hai, aur shoher ke koi signature ya bayan nahin lia gia. Kia ye khula ho gia hai aur iddat kab se shroo ho gee?
Q: Mein nay court se shoher ki mojudgee mein khula lia hai, aur shoher ke koi signature ya bayan nahin lia gia. Kia ye khula ho gia hai aur iddat kab se shroo ho gee?
Q: I'm newly married. Kabi kabi mein apni wife ki nude picture khehnch kar uskay sath laptop mein dekhta hu and usi waqt delete kardeta hu. Na laptop net se connect hota he na camera. It's just for fun and hum dono ke ilawa koi nahi dekhta. Kia Ye Islam mein jayez hai?
Q: Maine khwab me dekha ke mein koi shadi mein bethi hu. Shaadi pehenkar aur mere saath meri beti bhi hai jabke real life mein meri koi beti nahi hai aur woh mujhe shadi ka khana khane se rok rahi hai mere liye sirf green coconut ka fruit hai jo white aur cream colour ka hai aur uspar kata hua dryfruit hai aur mein cream colour ka fruit chaat rahi thi ya kha rahi thi yeh yaad nahi hai aur kuch din bad maine dusra khwab dekha khwab k shuru aur akhir mein mai kisi khoobsurat lake k kinare raat k waqt khadi lake ko dekh rahi thi aur khwab ke bich mein mein koi ship mein bethi thi usme aur bhi log the par mein sirf ek ladke ko janti thi phir thodi der mein us ship mein ek ladki aaie jo us ladke ki bhi dost thi aur meri bhi aur woh ladka dar raha tha k mein us ladki ko koi bat bbatana du woh ladka us ladki ke saath aage beth gaya aur usse baat karne laga aur mein piche se undono ko dekh rahi thi ship chal rahi thi aur maine us ladki ko kuch nahi bataya phir mein ghutno ke bal seat par bethkar pani dekh rahi thi.
Q: Meine 10 saal ke arsay mein do baar aisay khawab dekhay k pehlay khawab mein aik buzugh milay asar ki namaz ka waqat hai mein namaz k liye gaya unhoon ne peenay k liye panni manga, mein pani laya unhoon ne do teen ghont liye aor meri shirt k koller ko kheench kar meri gardan k left side per kuli kar di aor thapki mar k bolay jaa to theek ho gaya hai. Mein uttha to tahajud ka time tha. Dosra khuwab mein ne issi tarha ka dekha pichlay haftay k mein kisi anjan jagha kissi buzurg k pass jata hoon aor un k pass he leet jata hoon aor un se kehta hoon k aap dekhain k meray ooper koi asrat to nahien hain.unhoo ne meray paoon k talway ko dekh k kaha k bohat hain aor phir unhoon ne meray talway se he koi buri khench k bahar nikal k door phaink de aor kaha k jaoo sab asrat door ho gaye.phir mein uttha whan se bari tang guzar gah se nikal aya. Please mujhay tabeer bataien.
Q: Me 2013 me pregnant thi or us waqt mujhe har bar khwaab me behta hua pani nazar aata tha. Is ki tabir batae.
Q: Me kuch dino se ese khawab dekh rahi hn kis me sary khandan waly hoty hai kisi khawab me shadi ki wja se sb jmaa hai to kisi me koi taqreeb hai jo mujy bhi nhi pta hoti or yaha tk ke muje ye bhi nahi maloom ke shadi kis hai.
Q: Me ne dekha khawab mae ayk medaan hae jahan peyare rasool ki kabar e anwar hae or us ke upar sofadi hae magar koi kappra nahi hae sofaid koi liquid zada chiz hae owr saat kisi owr ki bhi kabar he. Please bataye mae buhat pareshan hon is ki kia tabeer ho gi?
Q: Mera masla ya ha ka mujha peshab ki bemari ha jis ki waja sa mera bed jagah jagah sa napaak ho gaya ha. mujha ap sa yeh puchna ha ka kia ma is napaak bed par zikr ya kalma parh sakta hn?
Q: Mera sawal aap sai yai hai ke meri behan ko pichlai 10 sai 15 deen ho gai hai unhai khushboo aati hai aur khushboo saath mai honai ka ahesas bhi hota hai sirf taharat yani toilet kai wakt khushboo nahi aati. Office jatai waqt jahan par office hai waha bhi khushboo aati hai. Neend mai kisi kai maar ka ahesas peacock kai feather ki maar jaisa hota hai. Please aap batana ki yai kya hai unhai khuch seen pehlai khawab mai jeen nazar aaya him ghar kai afraad eak toota ghar mai nazar aayai aur keen bhahar sai andar jhankta hai aur jeen kai haato mai camera jaisa deekhai daita hai Jo daikh raha hai. Please hamai zarurat hai batana meri sister thodi praishan hai job par tawajja nahi ho pa rahi hai.
Q: Hum log kabaa kitaraf pair karke nai letsakte kyn ke gunah hota hai. Imam sahab har namaz kebad right hand kitaraf mo krke dua krte hn n mayat ko bi right hand kitarf sir rakte hn jb janaza parhaya jata hai. Use shayd "KUTUB" kete hn mene suna h ke kutub kitaraf bi pair nai krte gunah hota hai.