Khwaab me apne aap ku haamila dekhna
Q: Meri biwi ne khawab main khud ko hamla dekha or ye bhi dekha ke us ki betti peda ho gai. Please jawaab inaayat ferma dain.
Q: Meri biwi ne khawab main khud ko hamla dekha or ye bhi dekha ke us ki betti peda ho gai. Please jawaab inaayat ferma dain.
Q: Mene ayk istekara krway tha iska matlb bayan krden. Men jise pasand krty hu unkay lie kia tha risthe ki niyat se. Mene khawab dekha ke ik masjid ki ta'meer ho rae hai. Me bhi do char einten lagate hu phr me agay jaty hu. Bohot chalta patta ha utraaaye ki traaf bht chal ke men dekhty hu aik maidaan hai bohat bara sabza hi sabza hau. Mufty sahab is khawab ki tafseeli jawab de den.
Q: Mere behn ne khula liya tha. Kiyu ki woh zimedari nahi utarey teh. Phir do saal baad ab ex-husband ne mafi magi aur puri zimedari utane ka wada kiya. Phir se saath rehne ko kaha. Toh kiya wo phir se sath rehsakte? Please answer.
Q: Main kisi wakq boht muskil main hon plz jaldi answer karain khuch din phaly Mary husband or maray darmian kiss bad per bahas ho rahi thi main nay un say gusay main kha to thik ha app mugy choor dain woo mobile k sath bze thay unhon nay kha think ha chor dia (mujay feel hoa )jab k wo kha rahay thay k unhon nay kha ha choir datay han. magar shak ke waja say hum nay dobara nikha parahia. Ab do din phalay unhon nay larai main main un kay raat ko soonay waket pawoon per medicine laganay lage thi larai ke waja say main nay kha k app khud laga Lain jiss k waja say un ko booth gusa a gay or unhon nay muj say kha tum per lanat ho tumharee sakal per lanat ho or abb tum Mera kam karo to mare biwi nahi ya phir ke anger tum mera (abb) koi bhi kam karoo to tum mare biwi nahi. Mufti sahab main booth parashan hon mare aik chotee bati or bata han or humaree shadee ko 5 saal ho gay han plz jald say jald answer dain.
Q: Meri behen ka rishta jis se toota hy me ne uski walid aor usko khuwaab mai dekha. Mera khala zaad bhai hy me ne dekha ke me unko bol rahi hoti hoon ke hum aap logo ko rihstanhi detay nahe falanay ko dengay jis ne rihsta manga hota he. Jab me ye kehti hoo to wo larka ronay lagta he je se k wo sharmindaho bht me be ronay lagti hoo usko galay laga ke. Mujh se bht chota hy 12 saal jo. Plz is khuwaab ki tabeer ka reply jaldi kre.
Q: Mujhe mera cousin jo aik hi college mein pad rahi hai us ka yaad tawaaf ke waqth, dua mein istarha aata tha. Isliye mai istiqara karliya to third din aik mard bacha ka sharamka dekha. Iski tabeer boliye.
Q: Agar kisi ladke ne kisi dusre ladke ke sath anal sex kiya to kya dono ek dusre ki behan se shaadi kar skte he? Ya shaadi jaiz hogi ya nahi? Please tafseer se Islam ki roshni me bataiye.
Q: Me ne dream dehka ka me haram ma jaha ra ta ke achanak Maulana Taariq Jameel jaha ra ma na dehka ma bi peecha baga aur salam kia phr ek dam ma un ko apne ghar lae gaya aur unho na meray ghar ma waqat guzara. Meri family sa bi mulaaqat howi phr ma na kha app jab bi jeddah aye tu mera ghar rehana hai. Ye dream sa pehaly ma na humbastri ki ti wife ka sath lakin ma na ghusal nae kia ta I mean aysa hi sleep kiya.
Q: Main ye jaanna chahti hu ke main khawabon me aksar pigs apne bahut aas paas dekhti hu aur main unhe khud se door krti hu. Iske alawa khud ko toilets and flesh saaf krte dekhti hu aur aas paas bhi gandagi dekhti hu. Namaaz aur roze ki pabandi krti hu phir bhi aisa kyu hai?
Q: Main khawabon me aksar anar dekhti hu. Bohot bara anaar bilkul taza laal. Ek baar dekha ke mera daman anaar ke daano se bhara hua hai. Mujhe please iska matlab bataye.