Kulli karna owr naak me paani daalna
Q: Ghusal keliye hum jo wudhu karte he us me hum muh aur naak me paani lete he, kya wudhu ke bad bhi mu aur naak me pani alag se lena he ya wudhu wala hi kaafi hai?
Q: Ghusal keliye hum jo wudhu karte he us me hum muh aur naak me paani lete he, kya wudhu ke bad bhi mu aur naak me pani alag se lena he ya wudhu wala hi kaafi hai?
Q: Kya bohot ziyaada mazi khaarij hone se ghusal hota hai?
Q: Kya shwohar aur biwi ek dowsre ke sharamgah ko dekh sakte hai?
Q: الصلاة و السلام عليك يا سيدي يا رسول الله و علی آلك و اصحابك یا حبیب الله. Mufti sabh kya is trah parha ja sakta hai?Owr salaat or salam ka farq wazih kar den. Kya ye alfaz parhay ja sakty hen?
Q: Ayk admi ki shaadi ko chaar saal ho paye hai phir usne apni wife ko ayk baar bhi nahi touch kiya hai. To us admi ko Allah saza denge?
Q: Agar kisi per karza ho aur karze ki rakam agle 6 saal me aada ho sakne jaisi ho aysi halat me agar woh shakhs kya Haj ke liye rakam bacha kar rakh sakta hai?
Q: Kiya baccha apne walid ke paisay le sakta hai agar walid ko na pata hon?
Q: I just wanted to ask ke jo biwi ka hai beshak woh shohar ka hi hai lekin jo shohar ka hai kiya woh biwi ka bhi hai?
Q: Maine khwab me dekha ke mai apne final exams jo maine kuch din pehle likhe hai mai un me fail ho chuki hoon. Kya aisa mere sath sacchi me hoga? Please iska matlab bataiye main bahut ziyaada pareshaan hoon.
Q: Mei bohot pareshan hoon. Maali pareshani boht hai. Mei Allahb paak se boht dua bhi maangti hoon aur abhi umrah bhi ada kar ke aayi hoon lekin mujeh aisa mehsoos honey laga hai ke meri dua qabool nahi ho rahi. Dua kis soorat mei qabool nahi hoti? Aur agr aap koi quran ya hadith mei se wazeefa bata den rizq mei kushaadgi ka to boht mehrbani ho gi. Duaon mei yaad rakhiye ga.