Aurat dopatta ke beghair ghar se nikalna
Q: Kiya Islam mai aurat apne shohar ke sath baghair doppata ke bahir public areas jesy restaurant, parks waghera mai ja sakti hay?
Q: Kiya Islam mai aurat apne shohar ke sath baghair doppata ke bahir public areas jesy restaurant, parks waghera mai ja sakti hay?
Q: Haiz main kya hum Surah al Ikhlaas, al Falaq, al Naas, al Qadar ,al Kawthar, at Tawabh ki akhri aayat aur Aayatal Kursi kya padh sakte hai?
Q: Meri shadi ko alhamdulillah 12 hogaya hai, or mai ne shadi ke waqt 12 gold ki shakal me mahar dene ka wada kiya tha, per maine abhi tak mahar ada nahi kiya hai. To abe mujhai kitna mahar dena hoga jitna bola tha utna ya usse ziyada?
س: اگر ایک عورت جس کے دو بچے ہیں جن کے بڑے بچے کی عمر 2 سال اور چھوٹے کی 8 ماہ ہے اور وہ ماں کا دودھ پیتا ہے ۔ماں پریگننٹ ھو جاتی ہے تو کیا ماں پریگننسی ختم کروا سکتی ہے وہ گناہگار تو نہیں ہو گی
Q: Mjhy ek stamp paper mila ssp office me bula k mere susar na dia k, usme dekha gaya k stamp pa mere sign r gawahon k sign b mojod hen, jok na mene stamp banwya na mjhy is stamp k bare me koi ilm tha r stamp paper b kse or k name s lia wa hay or na hi mene koi sign kia hen or gawahon s pocha gaya to us pa 5 gawah me s 4 gawah bayan de rhe hen k na hamare samna Talaq nama pa Rutab na sign kia na humna talaq dety suna wo yeh bat halfia bayan de rhe hen to kia aya asi sorat me talaq waqai hojati hay.
Q: Agar larki ki shadi ke 3-4 saal baad death ho jaye cancer se. To larki ke bhai jahez ka samaan wapis maang saktey hain ya nahi? Larki ka bacha bhi nahi hy. Larke walon ne shadi ke waqat jahez ki demand nahi ki thi. Larki ke parents nahi hain. Kiya larki ke bhai jahez ki wapsi ki demand kar saktey hn ya nahi?
Q: Kya sunnat e moakkida ke 3rd rakat me sana padhna hai?
Q: Mara swal ya ha k mary walid sarkari mulazim thay un ki death k bad mari walida ko pension milti the ab walida ki b death ho gai ha. Mari 3 sister he 2 ki shadi kardi the 1 abi rehti ha. Ab ammi na pension ma sa kuch pasy bank ma jama karwaey thy our kuch ghar pary he jin sister ki shaadi ho gai ha wo apna hissa mang rahi he jab k 1 sister ki abi shadi nai hoi pasy b itny ziyada nai he k choti ki shaadi ho saky. Ab ap es par bata day k us ko hisa 2 ma sa mily ga jo bank walo our ghar walo ma sa ya phir siraf bank walo sa mily ga?
Q: Namaz parhne ka koi faida nahin he jab hamare masail dunya men hal nahin horahe hen to akhirat men kaise honge?
Q: Main jab 11 sal ki thi to mujy billi ke bachy ne bite ki par mujy samjh ni lagi or mene usko jan sy mar diya tha hala ke mujy billi sy bohat piyar hai par samjh ni arahi mene uski jan kese le li. Kiya meri taubah qabool ni ho gi? Kiya mujy Allah mafi ni dy ga?